SEARCH RESULTS
Showing search results for "aa.nch"
Nazm MATCHES FOR "aa.nch"
Nazm
hiras
raat kii sard KHamoshii me.n har ik jho.nke se
tere anfaas tire jism kii aa.nch aatii hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
nazrana
garm boso.n se taraashaa hu.aa naazuk paikar
jis kii ik aa.nch se har ruuh pighal jaatii hai
Kaifi Azmi
Nazm
jugnu
dahak uThaa hai taraavat kii aa.nch se aakaash
ze-farsh taa-falak a.ng.Daa.iyo.n kaa aalam hai
Firaq Gorakhpuri
Nazm
roTiyan
chuulhe ke aage aa.nch jo chaltii huzuur hai
jitne hai.n nuur sab me.n yahii KHaas nuur hai
Nazeer Akbarabadi
Nazm
hinDola
shagufta rang tar-o-taaza ruup vaalo.n kaa
ki un kii aa.nch mirii haDDiyaa.n galaa degii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
taj-mahal
marmarii.n marmarii.n phuulo.n se ubaltaa hiiraa
chaa.nd kii aa.nch me.n dahke hu.e siimii.n miinaar
Kaifi Azmi
Nazm
zaban-daraaz
zabaan me.n fii lafz ek inch izaafa ho rahaa hai
pahle bhii to ye kaa.ndho.n par pa.Dii thii
Ammar Iqbal
Nazm
ghas to mujh jaisi hai
magar ye bhiig kar kis baat gavaahii bantii hai
sharmsaarii kii aa.nch kii
Kishwar Naheed
Nazm
nashat-e-umid
kahtaa hai jab ha.nste hai.n sab dekh kar
rah ga.ii ik aa.nch kii baaqii kasar
Altaf Hussain Hali
Nazm
judai
hayaat-e-ishq se us aa.nch kii tipaa.ii hu.ii
hanuuz vaqt ke kaano.n me.n chahchahaahaT hai