SEARCH RESULTS
Showing search results for "aabaadii"
Nazm MATCHES FOR "aabaadii"
Nazm
ai ishq hamein barbaad na kar
ai ishq hame.n barbaad na kar
har dam abadii raahat kaa samaa.n dikhlaa ke hame.n dil-giir na kar
Akhtar Shirani
Nazm
KHizr-e-rah
aur aabaadii me.n tuu zanjiirii-e-kisht-o-naKHiil
puKHta-tar hai gardish-e-paiham se jaam-e-zindagii
Allama Iqbal
Nazm
raaten sachchi hain din jhuTe hain
tez nazar naa-biinaa.o.n kii aabaadii me.n
kyaa mai.n apne dhyaan kii ye puu.njii bhii ginvaa duu.n
Jaun Eliya
Nazm
mere ahd ke hasino
jinhe.n muzmahil dilo.n ne abadii panaah jaanaa
thake-haare qaafilo.n ne jinhe.n KHizr-e-raah jaanaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
hinDola
ki jaise haath abad rakh de dosh-e-tiflii par
har ek lamha ke raKHno.n se jhaa.nktii sadiyaa.n
Firaq Gorakhpuri
Nazm
funun-e-latifa
maqsuud-e-hunar soz-e-hayaat-e-abadii hai
ye ek nafas yaa do nafas misl-e-sharar kyaa!
Allama Iqbal
Nazm
munajat-e-bewa
aas vo baa.ndhe baiThe hai.n me.nh kii
ghaTaa jin kii asaa.Dii me.n hai
Altaf Hussain Hali
Nazm
goristan-e-shahi
sote hai.n KHaamosh aabaadii ke ha.ngaamo.n se duur
muztarib rakhtii thii jin ko aarzuu-e-naa-subuur
Allama Iqbal
Nazm
diwaron ka jangal jis ka aabaadi hai nam
diivaaro.n kaa jangal jis kaa aabaadii hai naam
baahar se chup chup lagtaa hai andar se kohraam
Sahir Ludhianvi
Nazm
bhaarat ke musalman
aabaadii-e-har-bazm thaa viiraana hu.aa tuu
tuu ek haqiiqat thaa ab afsaana hu.aa tuu
Jagan Nath Azad
Nazm
sayyad ki lauh-e-turbat
is chaman ke naGma-pairaao.n kii aazaadii to dekh
shahr jo uj.Daa hu.aa thaa us kii aabaadii to dekh
Allama Iqbal
Nazm
abhi mujhse kisi ko mohabbat nahin hui
aur baaruud se munsalik kar diyaa gayaa hai
aabaadii kaa mas.ala darpesh hai
Ziyaul Hasan
Nazm
kale safed paron wala parinda aur meri ek sham
insaanii aabaadii ko ba.Dhne se roke.ngi
bandar ne jab se do Taa.ngo.n par chalnaa siikhaa