SEARCH RESULTS
Showing search results for "aamadanii"
Nazm MATCHES FOR "aamadanii"
Nazm
jawab-e-shikwa
KHema-e-aflaak kaa istaada isii naam se hai
nabz-e-hastii tapish-aamaada isii naam se hai
Allama Iqbal
Nazm
iblis ki majlis-e-shura
saakinaan-e-arsh-e-aazam kii tamannaa.o.n kaa KHuu.n
is kii barbaadii pe aaj aamaada hai vo kaarsaaz
Allama Iqbal
Nazm
makan
ye zamii.n tab bhii nigal lene pe aamaada thii
paa.nv jab TuuTtii shaaKHo.n se utaare ham ne
Kaifi Azmi
Nazm
zohd aur rindi
shohra thaa bahut aap kii suufii-manushii kaa
karte the adab un kaa a.aalii o adaanii
Allama Iqbal
Nazm
watan
ai vatan josh hai phir quvvat-e-iimaanii me.n
KHauf kyaa dil ko safiina hai jo tuGyaanii me.n
Josh Malihabadi
Nazm
rishwat
haif mulk-o-qaum kii KHidmat-guzaarii ke liye
rah ga.e hai.n ik hamii.n iimaan-daarii ke liye
Josh Malihabadi
Nazm
aurat
ho sabr pe aamaada to sah jaa.e har ik Gam
ho jaa.e muKHaalif to palaT de saf-e-aalam
Rahbar Jaunpuri
Nazm
bewa ki KHud-kushi
umr aamaada nahii.n murda-parastii ke liye
baar hai ye zinda mayyat dosh-e-hastii ke liye
Kaifi Azmi
Nazm
dast-e-tah-e-sang-amada
''majbuurii o davaa-e-giraftaarii-e-ulfat
dast-e-tah-e-sa.ng-aamada paimaan-e-vafaa hai''
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
gurez
miraa junuun-e-vafaa hai zavaal-aamaada
shikast ho gayaa teraa fusuun-e-zebaa.ii
Sahir Ludhianvi
Nazm
ilm ki zarurat
buKHaar o barq kaa jarraar lashkar hai ab aamaada
ugalvaa le zamiin o aasmaa.n kii daulate.n saarii
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
aap-biti
lekin is dil kii KHalish ne mujhe bedaar kiyaa
mujh ko haalaat se aamaada-e-paikaar kiyaa