SEARCH RESULTS
Showing search results for "aamadanii"
Ghazal MATCHES FOR "aamadanii"
Ghazal
Ainuddin Azim
Ghazal
iizaa-dahii kii daad jo paataa rahaa huu.n mai.n
har naaz-aafrii.n ko sataataa rahaa huu.n mai.n
Jaun Eliya
Ghazal
jhapak rahii hai.n zamaan o makaa.n kii bhii aa.nkhe.n
magar hai qaafila aamaada-e-safar phir bhii
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
muddato.n baa'd khulii vus.at-e-sahraa ham par
muddato.n baa'd hame.n KHaak u.Daanii aa.ii
Iqbal Ashhar
Ghazal
har gha.Dii tayyaar hai dil jaan dene ke liye
us ne puuchhaa bhii nahii.n ye phir bhii aamaada lagaa
Iftikhar Naseem
Ghazal
dil tark-e-ta.alluq pe bhii aamaada nahii.n hai
aur haq bhii adaa is se vafaa kaa nahii.n hotaa
Shahryar
Ghazal
mujhe bhii Dhuu.nD kabhii mahv-e-aa.ina-daarii
mai.n teraa aks huu.n lekin tujhe dikhaa.ii na duu.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Tahzeeb Hafi
Ghazal
mai.n chup karaataa huu.n har shab umaDtii baarish ko
magar ye roz ga.ii baat chhe.D detii hai
Gulzar
Ghazal
luqma-e-girdaab hone hii ko thaa mai.n aur phir
daf.atan aa.ii nazar ik mauj-e-imkaanii mujhe
Jahangeer Nayab
Ghazal
bazm-e-yaaraa.n se phirii baad-e-bahaarii maayuus
ek sar bhii use aamaada-e-saudaa na milaa
Akbar Allahabadi
Ghazal
Afzal Khan
Ghazal
KHaatir-e-baadiya se dair me.n jaavegii kahii.n
KHaak maanind baguule ke u.Daanii us kii