SEARCH RESULTS
Showing search results for "ahrman"
Nazm MATCHES FOR "ahrman"
Nazm
saneha
ab ahrman ke haath me.n hai teG-e-KHuu.n-chakaa.n
KHush hai ki dast-o-baazuu-e-yazdaa.n chalaa gayaa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
gandhi-ji ki yaad mein!
sharaab-e-nau kii mastiyaa.n, ki al-hafiiz-o-al-amaa.n
magar vo ik latiif saa suruur-e-baada-e-kuhan
Jigar Moradabadi
Nazm
mukafat
guzar ga.ii hai taqaddus me.n zindagii merii
dil ahrman se rahaa hai satiiza-kaar meraa
Noon Meem Rashid
Nazm
hum
ajab tazaadaat kaa muraqqa.a hai aadmii bhii
vo ahrman bhii hai aur yazdaa.n-jamaal bhii hai
Zia Jalandhari
Nazm
aazadi
ahrman phirtaa hai jab apnaa dahan khole hu.e
aasmaa.n se maut jab aatii hai par tole hu.e
Ali Sardar Jafri
Nazm
gandhi-jayanti
uf ki qadam qadam pe hai teraa shariik ahrman
uf ki tujhe nasiib hai.n firqa-parast raahzan
Arsh Malsiyani
Nazm
mariz-e-mohabbat
thaa rajaa.ii kis qadar merii mohabbat kaa dimaaG
ahrman ke siina-e-taariik me.n dekhaa charaaG
Jameel Mazhari
Nazm
KHwab
ahrman ke beTo.n ko mai.n ne ahrman jaanaa
un ko sar-niguu.n dekhaa baargaah-e-yazdaa.n me.n
Muslim Shameem
Nazm
kuchh ishq kiya kuchh kaam kiya
kuchh ishq kiyaa kuchh kaam kiyaa
vo log bahut KHush-qismat the
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
raqib se!
ham pe mushtarka hai.n ehsaan Gam-e-ulfat ke
itne ehsaan ki ginvaa.uu.n to ginvaa na sakuu.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
shikwa
ishq kaa dil bhii vahii husn kaa jaaduu bhii vahii
ummat-e-ahmad-e-mursil bhii vahii tuu bhii vahii
Allama Iqbal
Nazm
wa-yabqa-wajh-o-rabbik (hum dekhenge)
ham dekhe.nge
laazim hai ki ham bhii dekhe.nge