SEARCH RESULTS
Showing search results for "ajal"
Nazm MATCHES FOR "ajal"
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
hairatii huu.n mai.n tirii tasviir ke e.ajaaz kaa
ruKH badal Daalaa hai jis ne vaqt kii parvaaz kaa
Allama Iqbal
Nazm
nau-jawan se
jalaal-e-aatish-o-barq-o-sahaab paidaa kar
ajal bhii kaa.np uThe vo shabaab paidaa kar
Asrarul Haq Majaz
Nazm
ramaen ka ek sin
ruKHsat hu.aa vo baap se le kar KHudaa kaa naam
raah-e-vafaa kii manzil-e-avval hu.ii tamaam
Chakbast Braj Narayan
Nazm
jaun-eliya se aaKHri mulaqat
ajab balaaGat thii guftuguu me.n
ravaa.n thaa dariyaa fasaahato.n kaa
Tariq Qamar
Nazm
KHak-e-hind
tere jabii.n se nuur-e-husn-e-azal ayaa.n hai
allaah-re zeb-o-ziinat kyaa auj-e-izz-o-shaa.n hai
Chakbast Braj Narayan
Nazm
kya ishq ek zindagi-e-mustaar ka
vo ishq jis kii sham.a bujhaa de ajal kii phuu.nk
us me.n maza nahii.n tapish o intizaar kaa
Allama Iqbal
Nazm
gandhi-ji ki yaad mein!
ye naGma-e-hayaat hai ki hai ajal taraana-sanj
ye daur-e-kaa.enaat hai ki raqs me.n hai ahrman
Jigar Moradabadi
Nazm
goristan-e-shahi
hai azal se ye musaafir suu-e-manzil jaa rahaa
aasmaa.n se inqilaabo.n kaa tamaashaa dekhtaa
Allama Iqbal
Nazm
ishq aur maut
uThii avval avval ghaTaa kaalii kaalii
ko.ii huur choTii ko khole kha.Dii thii
Allama Iqbal
Nazm
husn aur maut
ajal kii aa.nkh faqat ek ko tarastii hai
ka.ii dilo.n kii umiido.n kaa jo sahaaraa ho
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
haweli
ziist ko dars-e-ajal detii hai jis kii baargaah
qahqaha ban kar nikaltii hai jahaa.n har ek aah
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
aaj ki duniya
har har shikast-e-saaz me.n hai lahn-e-sarmadii
yaa zindagii ke giit ajal gaa rahii hai aaj