SEARCH RESULTS
Showing search results for "amethii"
Nazm MATCHES FOR "amethii"
Nazm
jawab-e-shikwa
haath be-zor hai.n ilhaad se dil KHuugar hai.n
ummatii baa.is-e-rusvaa.i-e-paiGambar hai.n
Allama Iqbal
Nazm
hasan kuza-gar (1)
un aa.nkho.n kii taabinda shoKHii
se uTThii hai phir toda-e-KHaak me.n nam kii halkii sii larzish
Noon Meem Rashid
Nazm
nauha
arthii to uThaa lete hai.n sab ashk bahaa ke
naaz-e-dil-e-betaab uThaataa nahii.n ko.ii
Kaifi Azmi
Nazm
nanak
phir uThii aaKHir sadaa tauhiid kii punjab se
hind ko ik mard-e-kaamil ne jagaayaa KHvaab se
Allama Iqbal
Nazm
hasan kuza-gar(3)
tuu kah uThii 'hasan yahaa.n bhii khii.nch laa.ii
jaa.n kii tishnagii tujhe!'
Noon Meem Rashid
Nazm
hinDola
isii zamiin se uThii hai.n an-ginat nasle.n
pale hai.n hind hi.nDole me.n an-ginat bachche
Firaq Gorakhpuri
Nazm
zindan ki ek subh
aks-e-jaanaa.n ko vidaa kar ke uThii merii nazar
shab ke Thahre hu.e paanii kii siyah chaadar par
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
nanhi pujaran
vaqt se pahle jaag uThii hai
niind abhii aa.nkho.n me.n bharii hai
Asrarul Haq Majaz
Nazm
barsat ki bahaaren
badlii ba.Dii uThii hai kahne ko maan aa.o
kyaa me.nh baras rahaa hai har ik makaan aa.o