SEARCH RESULTS
Showing search results for "amn-o-amaan"
Nazm MATCHES FOR "amn-o-amaan"
Nazm
KHiraj-aqidat
ik nayaa paGambar-e-amn-o-amaa.n paidaa hu.aa
kaarvaa.n me.n ik amiir-e-kaarvaa.n paidaa hu.aa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
nazm
amn-o-amaa.n kii duniyaa barbaad kar rahe hai.n
naahaq-o-naaravaa hii fariyaad kar rahe hai.n
Nazm
beTi ka KHat abbu ke nam
har tarah se hai yahaa.n amn-o-amaa.n
chal rahaa hai zindagii kaa kaarvaa.n
Amaan Zakhirvi
Nazm
naghma-e-dehli
dehlii nahii.n ye azmat-e-mashriq kaa nishaa.n hai
is daur me.n bhii naGma-gar-e-amn-o-amaa.n hai
Rifat Sarosh
Nazm
urdu zaban
is kaa dushman dushman-e-amn-o-amaa.n
prem kaa andaaz hai urdu zabaa.n
Mauj Fatehgarhi
Nazm
washkuru li wa-la-takfurun
aasmaa.n par ai KHudaa teraa jalaal
aur zamii.n merii hu.ii gahvaara-e-amn-o-amaa.n
Syed Safdar
Nazm
sarhad-e-hindostan
jaarhiyyat chiin kii ab ho ga.ii sab par ayaa.n
saarii duniyaa kah uThii hai dushman-e-amn-o-amaa.n
Takmiil Rizvi Lakhnavi
Nazm
emergency se pahle emergency ke baad
bint-e-gulaab paikar-e-amn-o-amaa.n hai aaj
jannat-nishaan vaaqa.ii hindostaa.n hai aaj
Dr. Rahi
Nazm
shair
diin hai us kaa mohabbat us kii duniyaa shaa.erii
hai tashaddud kaa muKHaalif haami-e-amn-o-amaa.n
Prem Lal Shifa Dehlvi
Nazm
andesha
ye kis ne daulat-e-amn-o-amaa.n ko luuT liyaa
ki ban ke raah-numaa kaarvaa.n ko luuT liyaa
Natiq Azmi
Nazm
qadam mila ke chalo
payaam-e-amn-o-amaa.n sulh-o-aashtii le kar
har ek samt chalo josh-e-zindagii le kar
Mansha ur Rahman Khan Mansha
Nazm
tishnagi
ko.ii to haq kii kiran phuuTe zulm kii shab me.n
nigaah-e-amn-o-amaa.n tishna-baar hai ab tak
Anees Ahmad Anees
Nazm
bachchon ki ye zamin hai
amn-o-amaa.n yahii.n hai
bachcho.n kii ye zamii.n hai