SEARCH RESULTS
Showing search results for "amn-o-amaan"
Ghazal MATCHES FOR "amn-o-amaan"
Ghazal
ba-naam-e-amn-o-amaa.n kaun maaraa jaa.egaa
na jaane aaj yahaa.n kaun maaraa jaa.egaa
Naseem Sahar
Ghazal
amn-o-amaan pyaar kii sauGaat chaahiye
KHvaabo.n ko nii.nd nii.nd ko bhii raat chaahiye
Sabeen Yunus
Ghazal
Jitendra Mohan Sinha Rahbar
Ghazal
amn-o-amaa.n kii KHaatir khaa.ii thii.n ham ne qasme.n
lekin rahaa nahii.n hai ye kaam apne bas me.n
Uddhaw Mahajan Bismil
Ghazal
jo husn-o-ishq se amn-o-amaa.n me.n rahte hai.n
kahaa.n ke log hai.n vo kis jahaa.n me.n rahte hai.n
Safi Aurangabadi
Ghazal
nikal chuke ho jo ghar se kahii.n Thahar jaa.o
hamaare shahr me.n amn-o-amaa.n abhii kam hai
M. I. Sajid
Ghazal
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
uruus-e-dahr ko Gaaza bhii chaahiye lekin
Gubaar-e-jaada-e-amn-o-amaa.n nahii.n miltaa
Basit Bhopali
Ghazal
phir ek baar kisii ja.ng par nikalte hu.e
fazaa-e-qarya-e-amn-o-amaan o.Dh ke dekh
Ghulam Husain Sajid
Ghazal
fitratan har aadmii hai taalib-e-amn-o-amaa.n
dushmano.n ko bhii mohabbat kii nazar se dekhiye
Shakeel Badayuni
Ghazal
jahaa.n ko degii jo 'kausar' payaam-e-amn-o-amaa.n
adiib-e-vaqt raqam vo kitaab kar degaa
Kausar Siwani
Ghazal
koshish-e-amn-o-amaan me.n hii yahaa.n logo.n kii
zindagii shorish-e-taaviil tak aa pahu.nchii hai
Misdaque Azmi
Ghazal
na.ii zamii.n na ko.ii aasmaan maa.ngte hai.n
bas ek gosha-e-amn-o-amaan maa.ngte hai.n
Manzoor Hashmi
Ghazal
ham paasbaan-e-amn-o-amaa.n hii rahe sadaa
Gaarat-garii kii ham ne vakaalat kabhii na
Shamshad shaad
Ghazal
zaalim usii ne naak me.n dam kar diyaa tiraa
rag.De jaa KHuub gardan-e-amn-o-amaa.n na chho.D
Shauq Bahraichi
Ghazal
hariif-e-amn-o-amaa.n kaa yahii hai mansuuba
ki fard fard ko rakh de yahaa.n judaa karke
Tarab Siddiqi
Ghazal
maskan-e-amn-o-amaa.n thaa ye vatan 'nazr' miraa
aaj barpaa hai har ik samt qayaamat kaisii
Nazr Fatmi
Ghazal
chaman-e-amn-o-amaa.n ke tumhe.n ho sair-nasiib
saa.ii.n allaah sadaa bar-sar-e-irshaad raho