SEARCH RESULTS
Showing search results for "andaaze"
Nazm MATCHES FOR "andaaze"
Nazm
jawab-e-shikwa
har ko.ii mast-e-mai-e-zauq-e-tan-aasaanii hai
tum musalmaa.n ho ye andaaz-e-musalmaanii hai
Allama Iqbal
Nazm
nazm
mai.n ne andaaze lagaa.e ki sabab kyaa hogaa
par mire tiir taraazuu bhii nahii.n hote the
Tahzeeb Hafi
Nazm
aaj ki shab to kisi taur guzar jaegi
mere qaatil tiraa andaaz-e-jafaa kyaa hogaa!
aaj kii shab to bahut kuchh hai magar kal ke liye
Parveen Shakir
Nazm
izhaar
teraa Gammaaz banaa KHud tiraa andaaz-e-KHiraam
dil na sambhlaa thaa to qadmo.n ko sambhaalaa hotaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
aaj ki raat
aur kyaa chaahiye ab ai dil-e-majruuh tujhe
us ne dekhaa to ba-andaaz-e-digar aaj kii raat
Asrarul Haq Majaz
Nazm
apni malka-e-suKHan se
mansuub mujh se hai jo ba-andaaz-e-dil-nashii.n
terii vo shaa.irii hai mirii shaa.irii nahii.n
Josh Malihabadi
Nazm
raat aur rail
ek ik harkat se andaaz-e-baGaavat aashkaar
azmat-e-insaaiyat ke zamzame gaatii hu.ii
Asrarul Haq Majaz
Nazm
nakaami
dil ne duniyaa ke har ik dard ko apnaa to liyaa
muzmahil ruuh ko andaaz-e-junuu.n mil na sakaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
inqalab
ruKH-e-hayaat pe kaakul kii barhamii hii nahii.n
nigaar-e-dahr me.n andaaz-e-maryamii hii nahii.n
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
etimad
aa.e.nge aur ba-andaaz-e-digar aa.e.nge
phuul hii phuul fazaa.o.n me.n bikhar jaa.e.nge
Kafeel Aazar Amrohvi
Nazm
sajjad-zahir ke nam
sabaa aur us kaa andaaz-e-takallum
sahar aur us kaa aaGaaz-e-tabassum