SEARCH RESULTS
Showing search results for "arbad-e-maidaa.n"
Nazm MATCHES FOR "arbad-e-maidaa.n"
Nazm
surod-e-zindagi
zindagii terii misaal-e-mard-e-maidaa.n ho aziim
tuur ho ye jism-e-KHaakii ruuh maanind-e-kaliim
Sabir Abuhari
Nazm
hawa aur suraj ka muqabla
chaahtii thii luu.n libaade ko uchak
mudda.ii ko duu.n sar-e-maidaan zak
Ismail Merathi
Nazm
jawanon se KHitab
bano mard-e-maidaa.n bano mard-e-Gaazii
'aduu par shujaa'at kaa sikka biThaa.o
Faiz Ludhianvi
Nazm
soz-e-dil
ham ko pistaul kaa Dar hai na mashiino.n kaa KHatar
mard-e-maidaan hai.n ham siina-sipar rakhte hai.n
Sardar Naubahar Singh Sabir Tohani
Nazm
chand ka husn
KHaar-o-maidaa.n hai.n kahii.n aur kahii.n sang-o-reg
chaa.nd ke gird havaa hai na hai us me.n paanii
Salam Sandelvi
Nazm
saheli bujh paheli
parcham sar-e-maidaan-e-viGaa khol rahaa hai
mansuur ke parde me.n KHudaa bol rahaa hai
Shorish kashmiri
Nazm
masjid-e-qurtuba
saaqi-e-rabaab-e-zauq faaras-e-maidaan-e-shauq
baada hai us kaa rahiiq teG hai us kii asiil
Allama Iqbal
Nazm
lokmanya-tilak
mard-e-maidaan-e-siyaasat baal-gangaa-dhar-tilak
baa-muravvat baa-mohabbat baal-gangaa-dhar-tilak
Bismil Allahabadi
Nazm
marsiya baal-ganga-dhar-tilak
aashiq-e-naam-e-vatan kushta-e-armaan-e-vafaa
mard-e-maidaan-e-vafaa jism-e-vafaa jaan-e-vafaa
Chakbast Braj Narayan
Nazm
parinde
kohsaar pe jab chaltii hai.n yaKH-basta havaa.e.n
mil kar suu-e-maidaa.n utar aate hai.n parinde
Zeb Usmania
Nazm
pahla jashn-e-azadi
abhii vo sa.i-e-junuu.n-KHez kaamyaab nahii.n
ye intihaa nahii.n aaGaaz-e-kaar-e-mardaa.n hai