SEARCH RESULTS
Showing search results for "ash.aar"
Nazm MATCHES FOR "ash.aar"
Nazm
mujhse pahli si mohabbat meri mahbub na mang
piip bahtii hu.ii galte hu.e naasuuro.n se
lauT jaatii hai udhar ko bhii nazar kyaa kiije
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
urdu
urdu hai miraa naam mai.n 'KHusrav' kii pahelii
mai.n 'miir' kii hamraaz huu.n 'Gaalib' kii sahelii
Iqbal Ashhar
Nazm
mauzu-e-suKHan
apne afkaar kii ash.aar kii duniyaa hai yahii
jaan-e-mazmuu.n hai yahii shaahid-e-ma.anii hai yahii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
kis se mohabbat hai
mire chehre pe jab bhii fikr ke aasaar paa.e hai.n
mujhe taskiin dii hai mere andeshe miTaa.e hai.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
jab tere shahr se guzarta hun
aaj bhii kaar-zaar-e-hastii me.n
tuu agar ek baar mil jaa.e
Saifuddin Saif
Nazm
kar gae kuch kahan
jin pe qadGan hai vo ash.aar pa.Dhegii KHilqat
aur TuuTe hu.e dil tujh ko salaamii de.nge
Ahmad Faraz
Nazm
mulaqat
mahsuus kiyaa mai.n ne tire Gam se Gam-e-dahr
varna mire ash.aar me.n ye baat kahaa.n thii
Habib Jalib
Nazm
jahan rehana rahti thi
mire jazbaat kii devii mire ash.aar kii malka
vo malka jo ba-ra.ng-e-azmat-e-shaahaana rahtii thii
Akhtar Shirani
Nazm
katik ka chand
duur pahu.nche hai.n sarakte hu.e uude baadal
chaa.nd tanhaa hai (agar us kii balaa.e.n le le.n?)
Ibn e Insha
Nazm
eid us pari-wash ki
ye tohfa-e-ash.aar hai nazraan-e-ulfat
ai jaan-e-hayaa jaan-e-vafaa eid-mubaarak
Abdul Ahad Saaz
Nazm
aap-biti
mere idraak me.n hai.n kun-fayakuu.n ke asraar
mire ash.aar me.n hai qalb-e-hazii.n kii dha.Dkan
Khalilur Rahman Azmi
Nazm
ek alamat
farsh par baiTh ke tabliiG ke ash.aar kaho
isii raftaar se chaltaa hai jahaan-e-guzaraa.n