SEARCH RESULTS
Showing search results for "aslaaf"
Nazm MATCHES FOR "aslaaf"
Nazm
jawab-e-shikwa
bijliyaa.n jis me.n ho.n aasuuda vo KHirman tum ho
bech khaate hai.n jo aslaaf ke madfan tum ho
Allama Iqbal
Nazm
KHizr-e-rah
tuu samajhtaa hai ye aazaadii kii hai niilam-parii
majlis-e-aa.iin-o-islaah-o-ri.aayaat-o-huquuq
Allama Iqbal
Nazm
urdu ka janaza hai zara dhum se nikle
hai shaamil-e-arbaab-e-azaa shaah-e-jahaa.n bhii
miTne ko hai aslaaf kii 'azmat kaa nishaa.n bhii
Rais Amrohvi
Nazm
miTTi ka diya
baaniyo.n ne thaa banaayaa is liye goyaa hame.n
ham ko jab dekhe.n KHalaf aslaaf ko royaa kare.n
Altaf Hussain Hali
Nazm
aahang-e-nau
yaad hai tum ko kin aslaaf kii tum yaade.n ho
tum to KHaalid ke pisar bhiim kii aulaade.n ho
Asrarul Haq Majaz
Nazm
aap-biti
ik taraf azmat-e-aslaaf kaa maathe pe Guruur
aur ik samt vo iflaas ke phaile hu.e jaal
Khalilur Rahman Azmi
Nazm
tarana-e-urdu
ta.amiir kii hai is kii KHud ko miTaa miTaa kar
aslaaf kaa nishaa.n hai urdu zabaa.n hamaarii
Shatir Hakeemi
Nazm
ghaalib
tum ye kahte ho ki qaa.il nahii.n aslaaf kaa mai.n
sach hai ye daur bhii aslaaf parastii kaa nahii.n
Saeed Arifi
Nazm
kis shan se jite the yahan KHwar hue kyun
izzat ke sadaaqat ke shahaadat ke qasiide
aslaaf ke kirdaar kii azmat ke qasiide
Tariq Qamar
Nazm
ahsan taqwim
ilhaad kii zulmat se zamaane ko nikaalaa
aslaaf kii mahfil abhii aabaad hai ham se
Bebak Bhojpuri
Nazm
hubb-e-watan
ham azmat-e-aslaaf ko kyo.n bhuul ga.e hai.n
ham me.n na vo Gairat na hamiyyat na vo iisaar
Ameer Chand Bahar
Nazm
dayar-e-watan
tere aslaaf kii nishaanii hai
is se vaabasta zindagaanii hai