SEARCH RESULTS
Showing search results for "azaab"
Nazm MATCHES FOR "azaab"
Nazm
saza
tum mujh ko jaan kar hii pa.Dii ho azaab me.n
aur is tarah KHud apnii sazaa ban gayaa huu.n mai.n
Jaun Eliya
Nazm
subh-e-azadi (August-47)
badal chukaa hai bahut ahl-e-dard kaa dastuur
nashaat-e-vasl halaal o azaab-e-hijr haraam
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
daraKHt-e-zard
vo nauho.n ke adab kaa tarz to pahchaantii hogii
use kad hogii shaayad un sabhii se jo lapaa.Dii ho.n
Jaun Eliya
Nazm
wo
vo kitaab-e-husn vo ilm o adab kii taaliba
vo mohazzab vo mu.addab vo muqaddas raahiba
Jaun Eliya
Nazm
safar ke waqt
mai.n bhuul jaa.uu.n magar kaise bhuul jaa.uu.n bhalaa
azaab-e-jaa.n kii haqiiqat kaa apnii afsaana
Jaun Eliya
Nazm
nau-jawan se
tire jilau me.n na.ii jannate.n na.e dozaKH
na.ii jazaa.e.n anokhe azaab paidaa kar
Asrarul Haq Majaz
Nazm
tin aawazen
tum ko din raat se aazaad kiyaa hai mai.n ne
jalva-e-sub.h se kyaa maa.ngte ho
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ai mere watan ke KHush-nawao
tum chup ho to kis tarah se chup ho
jab KHalq-e-KHudaa azaab me.n hai
Ahmad Faraz
Nazm
hinDola
bhar aayaa thaa dil-e-naazuk to kyaa ajab is me.n
in aa.nsu.o.n me.n jhalak taaj kii bhii dekhii ho
Firaq Gorakhpuri
Nazm
jaun-eliya se aaKHri mulaqat
ajab balaaGat thii guftuguu me.n
ravaa.n thaa dariyaa fasaahato.n kaa
Tariq Qamar
Nazm
mere liye kaun sochta hai
saazisho.n ke azaab kyuu.n hai.n
mirii hathelii pe KHvaab kyuu.n hai.n