SEARCH RESULTS
Showing search results for "ba-shola"
Nazm MATCHES FOR "ba-shola"
Nazm
raqs-e-musalsal
chalii jo chhuuT ke zindaan-e-vaqt se aavaaz
'ubuur kar ga.ii maazii ke be-karaa.n lamhe
Aziz Tamannai
Nazm
saba viran
mohabbat shola-e-paraa.n havas buu-e-gul be-buu
za-raaz-e-dahr kam-tar-go!
Noon Meem Rashid
Nazm
ye kaun aaya
KHaakistar-e-dil ko hai phir shola-ba-jaa.n honaa
hairat kaa jahaa.n honaa hasrat kaa nishaa.n honaa
Ibn۔e۔Insha
Nazm
dariche ke qarib
jaag ai sham-e-shabistaan-e-visaal
mahfil-e-KHvaab ke is farsh-e-tarab-naak se jaag!
Noon Meem Rashid
Nazm
ek KHwab aur
aur ta.abiiro.n ke tapte hu.e sahraa.o.n me.n
tishnagii aabla-paa shola-ba-kaf mauj-e-saraab
Ali Sardar Jafri
Nazm
kushtagan-e-KHanjar-e-taslim-ra
KHaak kii taasiir badlegii
zamii.n sho.ala-ba-sho.ala
Farrukh Yar
Nazm
qatl-e-aftab
shafaq ke rang me.n hai qatl-e-aaftaab kaa ra.ng
ufuq ke dil me.n hai KHanjar lahuu-luhaan hai shaam
Ali Sardar Jafri
Nazm
bewa ki jawani
bechaarii ke aaraam kii suurat hii kahaa.n hai
beva kii javaanii bhii ajab aafat-e-jaa.n hai
Davarka Das Shola
Nazm
KHak-e-dil
ik dil-e-shola-ba-jaa.n saath liye jaataa huu.n
har qadam tuu ne kabhii azm-e-javaa.n baKHshaa thaa!
Jan Nisar Akhtar
Nazm
padmani
andaliibo.n ko milii aah-o-bukaa kii taaliim
aur parvaano.n ko dii soz-e-vafaa kii taaliim