SEARCH RESULTS
Showing search results for "baani-e-jaur-o-jafaa"
Nazm MATCHES FOR "baani-e-jaur-o-jafaa"
Nazm
tazad
yaziid naqsha-e-jaur-o-jafaa banaataa hai
husain us me.n KHat-e-karbalaa banaataa hai
Ghulam Mohammad Qasir
Nazm
aaj ke din
dosto sidq-o-ahinsaa ke usuulo.n pe chalo
chho.D do rasm-o-rah-e-jaur-o-jafaa aaj ke din
Basant Lakhnavi
Nazm
diwali
vo raam jo ki qaate-e-jaur-o-jafaa rahaa
ye raat yaadgaar hai us nek zaat kii
Arsh Malsiyani
Nazm
aurat
shikva-e-jaur-o-jafaa soz kii aavaaz bhii hai
naujavaano.n ke hasii.n KHvaab kii taa'biir hai tuu
Bismil Aazmi
Nazm
kya chahta hun
na takmiil-e-ahd-e-vafaa chaahtaa huu.n
na tajdiid-e-jaur-o-jafaa chaahtaa huu.n
Asghar Hasan Mujibi
Nazm
bebasi
ye saraabo.n ke pujaarii ye Gulaamo.n ke Gulaam
majlis-e-jaur-o-jafaa kaargah-e-daana-o-daam
Afsar Seemabi Ahmad Nagari
Nazm
zindagi
ek jaabir ne kahaa jaur-o-jafaa hai zindagii
taalib-e-sarvat kahe paisa Takaa hai zindagii
Shaheen Bhatti
Nazm
dosti ka hath
tumhe.n bhii zid hai ki mashq-e-sitam rahe jaarii
hame.n bhii naaz ki jaur-o-jafaa ke aadii hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
ehsas-e-ghairat
le.nge jald un se ham is jaur-o-jafaa kaa badla
dil me.n KHush ho.n na bahut ham ko sataane vaale
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
ishwar pararthna
zulm hai jaur-o-jafaa hai har taraf bedaad hai
gardish-e-dast-e-sitamgar se jahaa.n barbaad hai
Tika Ram Sukhan
Nazm
badnam ho raha hun
faryaadii-e-jafaa-e-ayyaam ho rahaa huu.n
paamaal-e-jaur-e-baKHt-e-naakaam ho rahaa huu.n
Akhtar Shirani
Nazm
majruh sultanpuri ke nam
'ishva-o-naaz-o-adaa jaur-o-jafaa kii baat ho
tazkira bait-us-sanam kaa yaa KHudaa kii zaat ho
Bismil Aazmi
Nazm
etiraf
haath par haath dhare
sitam-o-jaur-e-shab-o-roz-e-zamaana se pare
Syed Abbas Raza Tanweer
Nazm
insan
ibn-e-aadam ya.anii ye parvarda-e-jaur-e-falak
shaayad ab is par mashiyyat mehrbaa.n hone ko hai