SEARCH RESULTS
Showing search results for "baarii"
Nazm MATCHES FOR "baarii"
Nazm
dua
vo jinhe.n taab-e-giraa.n-baarii-e-ayyaam nahii.n
un kii palko.n pe shab o roz ko halkaa kar de
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
kahan jaoge
arsh ke diida-e-namnaak se baarii-baarii
sab sitaare sar-e-KHaashaak baras jaa.e.nge
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
barsat ki bahaaren
badlii kii dekh suurat kahtii hai.n baarii baarii
hai hai na lii piyaa ne ab ke bhii sudh hamaarii
Nazeer Akbarabadi
Nazm
chadar aur chaar-diwari
qataar-andar-qataar baarii kii muntazir hai.n
ye bachchiyaa.n hai.n
Fahmida Riaz
Nazm
ai dil-e-betab Thahar
ye giraa.n-baarii-e-aadaab bhii uTh jaa.egii
KHvaah zanjiir chhanaktii hii chhanaktii hii rahe
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
rishwat
jism kii ek ek boTii gosht vaalaa le gayaa
tan me.n baaqii thii jo charbii ghii kaa pyaala le gayaa
Josh Malihabadi
Nazm
agar main chiKHun
ye sab musiibat-zada, mataanat se
burd-baarii me.n sah rahe hai.n
Farhat Ehsas
Nazm
be-karan raat ke sannaTe mein
jazba-e-shauq se ho jaate hai.n a.azaa mad.hosh
aur lazzat kii giraa.n-baarii se
Noon Meem Rashid
Nazm
sher aur KHargosh
bahut hii ba.Dii us kii mo.nchhe.n bhii thii.n
bahut hii ba.Dii puu.nchh us sher kii
Gulzar
Nazm
fabe-ayye aalaye rabbikuma tukazziban
maalaa baarii cabin ho.n yaa paa.nch sitaara hotel
kahii.n bhii qai karne se baaz nahii.n aate
Parveen Shakir
Nazm
nae sal ki pahli nazm
a.ngushtaa ne ik ik kar ke chhalnii hone ko aa.e
ab baarii a.ngusht-e-shahaadat kii aane vaalii hai
Parveen Shakir
Nazm
ammi
savere savere jagaatii hai.n ammii
mire haath mu.nh phir dhulaatii hai.n ammii
Abdul Bari Arif Jamali
Nazm
sajjad-zahir ke nam
na lailaa-e-suKHan kii dost-daarii
na Gam-haa-e-vatan par ashk-baarii