SEARCH RESULTS
Showing search results for "bahil"
Nazm MATCHES FOR "bahil"
Nazm
shikwa
safha-e-dahr se baatil ko miTaayaa ham ne
nau-e-insaa.n ko Gulaamii se chhu.Daayaa ham ne
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
safha-e-dahr se baatil ko miTaayaa kis ne
nau-e-insaa.n ko Gulaamii se chhu.Daayaa kis ne
Allama Iqbal
Nazm
itna malum hai!
us ne aahista se diivaar ko thaamaa hogaa
soch kar ye ki bahal jaa.e pareshaanii-e-dil
Parveen Shakir
Nazm
aurat
uTh mirii jaan mire saath hii chalnaa hai tujhe
tuu ki be-jaan khilauno.n se bahal jaatii hai
Kaifi Azmi
Nazm
tarana-e-milli
baatil se dabne vaale ai aasmaa.n nahii.n ham
sau baar kar chukaa hai tuu imtihaa.n hamaaraa
Allama Iqbal
Nazm
magar zulm ke KHilaf
ham sar-ba-kaf uThe hai.n ki haq fata.h-yaab ho
kah do use jo lashkar-e-baatil ke saath hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
jashn-e-ghaalib
ye jashn ye ha.ngaame dilchasp khilaune hai.n
kuchh logo.n kii koshish hai kuchh log bahal jaa.e.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
zauq o shauq
gaah ba-hiila mii-barad, gaah ba-zor mii-kashad
ishq kii ibtidaa ajab ishq kii intihaa ajab!
Allama Iqbal
Nazm
muflisi
ko.ii gadhaa kahe use Thahraa de ko.ii bail
kap.De phaTe tamaam ba.Dhe baal phail phail
Nazeer Akbarabadi
Nazm
ramaen ka ek sin
taqsiir merii KHaaliq-e-aalam bahal kare
aasaan mujh Gariib kii mushkil ajal kare