SEARCH RESULTS
Showing search results for "bai.at-e-etibaar"
Nazm MATCHES FOR "bai.at-e-etibaar"
Nazm
main wo patthar
yuu.n ruKH-e-e'tibaar bhii TuuTaa
maz.hab-e-iKHtiyaar bhii chhuuTaa
Khursheed Akbar
Nazm
jalwa-e-parda-dar
KHuub hu.e nazar nazar kuucha-e-e.atibaar me.n
kitne hai.n chaak dekhiye jalva-e-parda-daar me.n
Ijtiba Rizvi
Nazm
ekta ki aawaz
vatan kii laaj bano qaum kaa nikhaar bano
har ek dil ke liye husn-e-e.atibaar bano
Bekal Utsahi
Nazm
achchhi kitab
is kii sohbat se farozaa.n aaj sham-e-e'tibaar
is kii ulfat se daraKHshaa.n aaj husn-e-iKHtiyaar
Ata Abidi
Nazm
KHatun-e-mashriq
terii aa.nkho.n kii kiran se ai jahaan-e-e'tibaar
jagmagaa.egii nasab-naamo.n kii lauh-e-zar-nigaar
Josh Malihabadi
Nazm
kyon na ho
aa.nkh ke jalvo.n ko jab haasil hai auj-e-e.atibaar
hosh vaalo e.atibaar-e-qalb-e-biinaa kyo.n na ho
Zafar Ahmad Siddiqi
Nazm
ram
vo zaalimo.n pe qahr Gariibo.n kii Dhaal the
kirdaar-o-e'tibaar kii raushan misaal the
Rahbar Jaunpuri
Nazm
shikast-e-tauba
sar-mastii-e-azal mujhe jab yaad aa ga.ii
duniyaa-e-e'tibaar ko Thukraa ke pii gayaa
Jigar Moradabadi
Nazm
ek raat aaegi
mai.n jaantaa huu.n ki ai jaan-e-e'tibaar-e-vafaa
tumhii.n ne mere liye ashk bhii bahaa.e hai.n
Nazm
doctor aKHtar husain rae puri
me.aar-o-e'tibaar-e-adab tiirgii me.n hai
hai shahr-e-fikr der se shab kii panaah me.n