SEARCH RESULTS
Showing search results for "balam"
Nazm MATCHES FOR "balam"
Nazm
biwiyan
pahle-pahal to kahtii hai.n tum ho mire balam
tum mil ga.e to ho ga.e duniyaa ke duur Gam
Nashtar Amrohvi
Nazm
fasana-e-adam
hu.aa talaatum-e-hastii ba-aalam-e-zarraat
chhi.Dak dii KHaak-e-bayaabaa.n pe zindagii mai.n ne
Jameel Mazhari
Nazm
chham-chhama-chham chham
Tuut jaa.e.ngii kuchh hii dino.n me.n balam
kaa.nch kii chuu.Diyaa.n chham-chhamaa-chham chhamam
Sada Ambalvi
Nazm
raqib se!
tujh pe barsaa hai usii baam se mahtaab kaa nuur
jis me.n biitii hu.ii raato.n kii kasak baaqii hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
nisar main teri galiyon ke
gar aaj tujh se judaa hai.n to kal baham ho.nge
ye raat bhar kii judaa.ii to ko.ii baat nahii.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
aawara
muntazir hai ek tuufaan-e-balaa mere liye
ab bhii jaane kitne darvaaze hai.n vaa mere liye
Asrarul Haq Majaz
Nazm
shayad
mashaam-e-jaa.n me.n mere aashtii-mandaana aatii ho
judaa.ii me.n balaa kaa iltifaat-e-mehramaana hai
Jaun Eliya
Nazm
do ishq
ab chamkegaa be-sabr nigaaho.n kaa muqaddar
is baam se niklegaa tire husn kaa KHurshiid
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
dosti ka hath
tumhaare baam kii sham.e.n bhii taabnaak nahii.n
mire falak ke sitaare bhii zard zard se hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
hindustani bachchon ka qaumi git
nuuh-e-nabii kaa aa kar Thahraa jahaa.n safiinaa
rif.at hai jis zamii.n kii baam-e-falak kaa ziinaa
Allama Iqbal
Nazm
lauh-o-qalam
asbaab-e-Gam-e-ishq baham karte rahe.nge
viiraani-e-dauraa.n pe karam karte rahe.nge