SEARCH RESULTS
Showing search results for "bansii"
Nazm MATCHES FOR "bansii"
Nazm
pyara hindostan
'krishn' kii bansii haa.e re bansii
meraa nivaas asthaan yahii hai
Nazeer Banarasi
Nazm
hindostan mera
hindostaan meraa, hindostaan meraa
gokul kaa ik gvaalaa bansii bajaa rahaa hai
Arsh Malsiyani
Nazm
basant aur holi ki bahaar
bhero.n kii guu.nj mast hai har kisht-zaar me.n
bansii bajaate kishn hai goyaa bahaar me.n
Ufuq Lakhnavi
Nazm
eid milan
bauchhaare.n aa ke detii hai.n us ko salaamiyaa.n
bansii bajaa bajaa ke jo mela lagaa.e hai
Nazeer Banarasi
Nazm
panghaT ki rani
rag-rag jis kii hai ik baajaa aur nas-nas zanjiir
krishn muraarii kii bansii hai yaa arjun kaa tiir
Saghar Nizami
Nazm
machhliyon ke master ji
samjhegaa machhlii pha.ns ga.ii
khii.nchegaa bansii Dor kii
Hafeez Jalandhari
Nazm
gandhi-ji ki aawaz
suno kanhaiyaa kii bansii pukaartii hai tumhe.n
ab aur der bhii karnii na chaahiye yaaro
Nazish Partap Gadhi
Nazm
kisi ki sada
raat ke pur-kaif sannaaTe me.n bansii kii sadaa
chaa.ndnii ke siim-guu.n shaane pe lahraatii hu.ii
Ibn-e-Safi
Nazm
chand aur tare salamat
krishn kii bansii baje raadhaa rahe madhuban rahe
pyaar ke naGmo.n me.n Duubii vaadii-e-gulshan rahe
Kausar Siddiqi
Nazm
ruswai
paa.el baje to bansii kii dhun naach naach uThe
bad-naamiyaa.n karishme mire devtaa ke hai.n