SEARCH RESULTS
Showing search results for "bataaiye"
Nazm MATCHES FOR "bataaiye"
Nazm
biwiyan
khaa khaa ke gosht weight na apnaa ba.Dhaa.iye
jo mai.n banaa rahii huu.n vo chup-chaap khaa.iye
Nashtar Amrohvi
Nazm
sawal
ammii hame.n na Gusse se aa.nkhe.n dikhaa.iye
kyaa vaaqa.ii hai jhuuT buraa ye bataa.iye
Syeda Farhat
Nazm
dar-madh-am
puuchhaa ki lucknow me.n hai.n mai.n ne kahaa ki haa.n
bole ki ye bataa.iye kai din qayaam hai
Khalid Mahmood
Nazm
zamir
mai.n kaun huu.n bataa.iye kyaa meraa naam hai
aayaa huu.n mai.n kahaa.n se kahaa.n meraa qayaam hai
Murtaza Sahil Tasleemi
Nazm
nannhi azra ki ammi se shikayat
is baat par bataa.iye big.Dii hai.n aap kyo.n
aur kar ke laal aa.nkhe.n jhi.Daktii hai.n aap kyo.n
Mirza Adeeb
Nazm
abba ki ainak
kyaa kar rahii hai.n aap yahaa.n jald aa.iye
ammii kahaa.n hai abbaa kii ainak bataa.iye
Adil Jafari
Nazm
mere watan ki chand sar-zamin
bataa.iye nazar me.n hai.n kahii.n
mire vatan kii chaa.nd sar-zamii.n
Muzaffar Hanfi
Nazm
aap kaun
bataa.iye ko.ii pahchaan ham nahii.n samjhe
mu.aaf kiijiye shriimaan ham nahii.n samjhe
Hilal Rizvi
Nazm
koi ye kaise batae
ko.ii ye kaise bataa.e ki vo tanhaa kyuu.n hai
vo jo apnaa thaa vahii aur kisii kaa kyuu.n hai
Kaifi Azmi
Nazm
naya hukm-nama
kisii ko ye ko.ii kaise bataa.e
gulistaa.n me.n kahii.n bhii phuul yak-rangii.n nahii.n hote
Javed Akhtar
Nazm
hamare ustad
ham ko dete hai.n ba-har-lamha payaam-e-ta.aliim
achchhii baate.n hii bataate hai.n hamaare ustaad
Kaif Ahmed Siddiqui
Nazm
muflisi
aur us ko u.ngliyo.n pe nachaatii hai muflisii
us kaa to dil Thikaane nahii.n bhaav kyaa bataa.e
Nazeer Akbarabadi
Nazm
ustad-e-mohtaram ko mera salam kahna
jiine kaa fan sikhaayaa marne kaa baa.nkpan bhii
izzat ke gur bataa.e rusvaa.ii ke chalan bhii
Ahmad Hatib Siddiqi
Nazm
online aashiq
text me.n log mohabbat kii KHataa bhejte hai.n
ghar bataate nahii.n office kaa pataa bhejte hai.n
Khalid Irfan
Nazm
zaban-daraaz
mai.n apnii biimaarii bataane se ma.azuur huu.n
mujhe zabaan kii ajiib biimaarii ho ga.ii hai