SEARCH RESULTS
Showing search results for "bazm-e-suur"
Nazm MATCHES FOR "bazm-e-suur"
Nazm
qahqaha
nahii.n nahii.n hargiz nahii.n
KHushii ke saaz-o-sur hii alag hai.n
Omainuz Zahra Sayyad
Nazm
programme
aur raat ko vo KHalvatii-e-kaakul-o-ruKHsaar
bazm-e-tarab-o-kuucha-e-KHuubaa.n me.n milegaa
Josh Malihabadi
Nazm
chand aur suraj
taabinda un ke faiz-e-asar se
bazm-e-KHayaalii bazm-e-misaalii
Ali Manzoor Hyderabadi
Nazm
gurez
ye jaa kar ko.ii bazm-e-KHuubaa.n me.n kah do
ki ab dar-KHor-e-bazm-e-KHuubaa.n nahii.n mai.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
shair
aur shab ko sar-e-bazm-e-suKHan sadr ke nazdiik
gaalo.n ko phulaa.e saf-e-avval me.n milegaa
Raza Naqvi Vahi
Nazm
KHak-e-hind
ai suur-e-hubb-e-qaumii is KHvaab se jagaa de
bhuulaa hu.aa fasaana kaano.n ko phir sunaa de
Chakbast Braj Narayan
Nazm
KHak-e-hind
ai suur-e-hubb-e-qaumii is KHvaab se jagaa de
bhuulaa hu.aa fasaana kaano.n ko phir sunaa de
Chakbast Braj Narayan
Nazm
nazr-e-ghaalib
bazm-e-jaanaa.n hii sahii bazm-e-KHayaal
dil kaa sannaaTaa magar yaad aayaa
Sajida Zaidi
Nazm
husn-e-sar-e-rah
fareb-KHurda-e-bazm-e-hayaat huu.n ya.anii
mirii nigaah se ab ye hijaab uThaataa jaa
Jauhar Nizami
Nazm
sarsayyad ke mazar par
ye bazm-e-KHvaab-e-sarsayyad ye naqsh-e-azmat-e-rafta
mai-e-iisaar se labrez hai ik jaam-e-nuuraanii
Mohammad Sadiq Zia
Nazm
yahan se shahr ko dekho
jo saa.e duur charaaGo.n ke gird larzaa.n hai.n
na jaane mahfil-e-Gam hai ki bazm-e-jaam-o-subuu
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mazdur
zindagii ko naagavaar ik saaneha jaane hu.e
bazm-e-kibr-o-naaz me.n farz apnaa pahchaane hu.e
Seemab Akbarabadi
Nazm
insan
barq-o-aatish se hu.aa barbaad jis kaa KHaanumaa.n
ab vo aagaah-e-naved-e-bazm-e-jaa.n hone ko hai
Fazlurrahman
Nazm
shauq-e-gurezan
mujh me.n tuu ruuh-e-sarmadii mat phuu.nk
raunaq-e-bazm-e-aarifaa.n na banaa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
nashat-e-umid
talKH ko tuu chaahe to shiirii.n kare
bazm-e-azaa ko tarab-aagii.n kare