SEARCH RESULTS
Showing search results for "buraa"
Nazm MATCHES FOR "buraa"
Nazm
nisar main teri galiyon ke
isii sabab se falak kaa gila nahii.n karte
tire firaaq me.n ham dil buraa nahii.n karte
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
aadmi-nama
achchhaa bhii aadmii hii kahaataa hai ai 'naziir'
aur sab me.n jo buraa hai so hai vo bhii aadmii
Nazeer Akbarabadi
Nazm
naya shiwala
sach kah duu.n ai barhaman gar tuu buraa na maane
tere sanam-kado.n ke but ho ga.e puraane
Allama Iqbal
Nazm
ek pahaD aur gilahri
nahii.n hai chiiz nikammii ko.ii zamaane me.n
ko.ii buraa nahii.n qudarat ke kaar-KHaane me.n
Allama Iqbal
Nazm
influenza se corona tak
dekhne se buraa kuchh nahii.n hai
terii qurbat me.n yaa tujh se duurii pe jitnii guzaarii
Tahzeeb Hafi
Nazm
wasoKHt
kyuu.n daad-e-Gam hamii.n ne talab kii buraa kiyaa
ham se jahaa.n me.n kushta-e-Gam aur kyaa na the
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
jab tere shahr se guzarta hun
vo jo kahtaa thaa mujh ko aavaara
mai.n use bhii buraa nahii.n kahtaa
Saifuddin Saif
Nazm
ek makDa aur makkhi
u.Dtii hu.ii aa.ii ho KHudaa jaane kahaa.n se
Thahro jo mire ghar me.n to hai is me.n buraa kyaa
Allama Iqbal
Nazm
ustad ka DanDa
hai vo ustaad buraa jo ki jamaa.e DanDe
hai vo shaagird bhii buddhuu ki jo khaa.e DanDe
Syeda Farhat
Nazm
chand nasihaten
hai buraa.ii hii buraa.ii kaam kal par chho.Dnaa
aaj sab kuchh kar ke uTho gar faraaGat chaahiye
Allama Iqbal
Nazm
bint-e-hawwa
mai.n chaluu.n shaana-ba-shaana to buraa mat maane.n
merii hurmat merii 'azmat ko zaraa pahchaane.n
Hina Rizvi
Nazm
jaane kyun aisa hun main
jaane kyuu.n aisaa huu.n mai.n
bahut mujhe achchhaa kahte hai.n buraa bhii ko.ii kahtaa hai