SEARCH RESULTS
Showing search results for "buuTe"
Nazm MATCHES FOR "buuTe"
Nazm
jawab-e-shikwa
but-shikan uTh ga.e baaqii jo rahe but-gar hai.n
thaa braahiim pidar aur pisar aazar hai.n
Allama Iqbal
Nazm
ek aarzu
saf baa.ndhe dono.n jaanib buuTe hare hare ho.n
naddii kaa saaf paanii tasviir le rahaa ho
Allama Iqbal
Nazm
barsat ki bahaaren
gul phuul jhaa.D-buuTe kar apnii dhaj rahe hai.n
bijlii chamak rahii hai baadal garaj rahe hai.n
Nazeer Akbarabadi
Nazm
chopin ka naghma bajta hai
diivaaro.n ke aa.nsuu hai.n ravaa.n ghar KHaamoshii me.n Duube hai.n
paanii me.n nahaa.e hai.n buuTe
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ye matam-e-waqt ki ghaDi hai
kahe.n pe gul-buuTe ulfato.n ke
kahe.n lakiire.n hai.n aa.nsu.o.n kii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
sayyad se aaj hazrat-e-waiz ne ye kaha
rukiye agar to ha.ns ke kahe ik but-e-hasii.n
sun maulvii ye baat nahii.n hai gunaah kaa
Akbar Allahabadi
Nazm
samjhauta
kahii.n bhii sach ke gul-buuTe nahii.n hai.n
kisii bhii jhuuT kaa Taa.nkaa nahii.n hai
Zehra Nigaah
Nazm
fana
jo KHaak se banaa hai vo aaKHir ko KHaak hai
jitne daraKHt dekho ho buuTe se taa-ba-jhaa.D
Nazeer Akbarabadi
Nazm
baghi
dahr ko panja-e-usrat se chhu.Daane de mujhe
barq ban kar but-e-maazii ko giraane de mujhe
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
status marriage
aaise aaise gul khilaa.e us but-e-gulfaam ne
murG ko ulluu banaa detii thii mere saamne
Khalid Irfan
Nazm
alif aur be ke nam
is pyaarii mashruub ke paimaane bhii na chhalke.n
jin ke bal-buute pe hamaarii KHush-aKHlaaqii
Zehra Nigaah
Nazm
hisab-e-shab
kuchh aur chaahiye is ahd kii mohabbat ko
kahuu.n to kis se kahuu.n ai mire but-e-ma.asuum
Sahar Ansari
Nazm
tawaif
terii chuTkii kii sadaa hai yaa ki shaitaa.n kaa KHarosh
rahm kar insaaniyat par o but-e-ismat-farosh