SEARCH RESULTS
Showing search results for "charch"
Nazm MATCHES FOR "charch"
Nazm
mahbuba
yaa safede ke daraKHto.n me.n ghiraa
ko.ii charch ta.amiir karvaatii hai.n
Zeeshan Sahil
Nazm
korana angrez-parasti
na india me.n rahe vo na vo bane english
na un ko charch me.n honor na masjido.n me.n baar
Ismail Merathi
Nazm
saza
jab mere sab charaaG-e-tamannaa havaa ke hai.n
jab mere saare KHvaab kisii bevafaa ke hai.n
Jaun Eliya
Nazm
shikwa
aa.e ushshaaq ga.e vaada-e-fardaa le kar
ab unhe.n Dhuu.nD charaaG-e-ruKH-e-zebaa le kar
Allama Iqbal
Nazm
mujhse pahle
chaahe ummiid kii sham.e.n ho.n ki yaado.n ke charaaG
mustaqil bo.ad bujhaa detaa hai rafta rafta
Ahmad Faraz
Nazm
subh-e-azadi (August-47)
jigar kii aag nazar kii uma.ng dil kii jalan
kisii pe chaara-e-hijraa.n kaa kuchh asar hii nahii.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
muhasara
miraa qalam nahii.n us duzd-e-niim-shab kaa rafiiq
jo be-charaaG gharo.n par kamand uchhaaltaa hai
Ahmad Faraz
Nazm
saqi-nama
kahii.n jaza hai shaahiin siimaab ra.ng
lahuu se chakoro.n ke aaluuda chang
Allama Iqbal
Nazm
farman-e-KHuda
haq raa ba-sajuude sanamaa.n raa ba-tavaafe
behtar hai charaaG-e-haram-o-dair bujhaa do
Allama Iqbal
Nazm
dosti ka hath
ab un kii tiira-nasiibii charaaG chaahtii hai
jo log nisf sadii tak rahe a.ndhero.n me.n
Ahmad Faraz
Nazm
dard aaega dabe panw
dard aa.egaa dabe paa.nv liye surKH charaaG
vo jo ik dard dha.Daktaa hai kahii.n dil se pare
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
KHun phir KHun hai
saazishe.n laakh u.Daatii rahii.n zulmat kii naqaab
le ke har buu.nd nikaltii hai hathelii pe charaaG