SEARCH RESULTS
Showing search results for "chasm-e-sitaara"
Nazm MATCHES FOR "chasm-e-sitaara"
Nazm
ye kaun aaya
KHvaabo.n ke gulistaa.n kii KHush-buu-e-dil-aaraa hai
yaa sub.h-e-tamannaa ke maathe kaa sitaaraa hai
Ibn۔e۔Insha
Nazm
nawa-e-sarosh
mujh fard-e-junuu.n ke kun se nikaltaa hai
mere nizaam-e-shaKHsii me.n har sayyaara-o-sitaara
Komal Raja
Nazm
imroz
miraa vo soz hai naa-mahramo.n me.n be-ta.abiir
mah-o-sitaara ko jis ke liye qaraar nahii.n
Meem Hasan Lateefi
Nazm
umr ka aaKHiri din
shumaar-e-sitaara ne shaayad mire dil kii ra.ngii.n KHaliyo.n me.n
kaale lahuu kii ibaarat likhii hai
Ahmad Zafar
Nazm
maut
mah-o-sitaara misaal-e-sharaara yak-do-nafas
mai-e-KHudii kaa abad tak suruur rahtaa hai
Allama Iqbal
Nazm
banjar KHayali ke din
ruuh bechain hai
chashm-e-pur-aab se baarisho.n kii tavaqqo.a bhii be-kaar hai
Sidra Afzal
Nazm
shab-e-aKHir
ajal shaayad mirii khi.Dkii talak bistar talak aa.ii
sitaare Duubne ko hai.n
Naina Adil
Nazm
aKHtar shirani
itnii sunsaan to ye bazm hu.ii thii na kabhii
jitnii sunsaan hai bazm-e-shu’araa tere baa'd
Bismil Saeedi
Nazm
darwaza khula rakhna
dil dard kii shiddat se KHuu.n-gashta o sii-paara
is shahr me.n phirtaa hai ik vahshii-o-aavaara
Ibn۔e۔Insha
Nazm
tere baad
be-hayaa.ii hai agar 'zaahidaa' le sher kaa naam
aah ai qadr-shanaas-e-sho.araa tere ba.ad
Zahida Khatoon sharvaiya
Nazm
bele ke phul
in hasii.n phuulo.n me.n shabnam ke chamakte motii
sang-e-marmar pe utar aa.e sitaare kyuu.nkar