SEARCH RESULTS
Showing search results for "currant"
Nazm MATCHES FOR "currant"
Nazm
shikwa
tere ka.abe ko jabiino.n se basaayaa ham ne
tere qur.aan ko siino.n se lagaayaa ham ne
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
mere ka.abe ko jabiino.n se basaayaa kis ne
mere qur.aan ko siino.n se lagaayaa kis ne
Allama Iqbal
Nazm
ek aarzu
phuulo.n ko aa.e jis dam shabnam vazuu karaane
ronaa miraa vazuu ho naala mirii du.aa ho
Allama Iqbal
Nazm
daricha-ha-e-KHayal
yaad kii ik kiran bhii aa na sake
chaahtaa huu.n ki bhuul jaa.uu.n tumhe.n
Jaun Eliya
Nazm
do ishq
is kunj se phuuTegii kiran rang-e-hinaa kii
is dar se bahegaa tirii raftaar kaa siimaab
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
farman-e-KHuda
sulataani-e-jamhuur kaa aataa hai zamaana
jo naqsh-e-kuhan tum ko nazar aa.e miTaa do
Allama Iqbal
Nazm
tu hindu banega na musalman banega
qudrat ne to baKHshii thii hame.n ek hii dhartii
ham ne kahii.n bhaarat kahii.n iiraan banaayaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
iblis ki majlis-e-shura
kaun kar saktaa hai is naKHl-e-kuhan ko sar-niguu.n
pahlaa mushiir
Allama Iqbal
Nazm
aadmi-nama
pa.Dhte hai.n aadmii hii qur.aan aur namaaziyaa.n
aur aadmii hii un kii churaate hai.n juutiyaa.n
Nazeer Akbarabadi
Nazm
masjid-e-qurtuba
avval o aaKHir fanaa baatin o zaahir fanaa
naqsh-e-kuhan ho ki nau manzil-e-aaKHir fanaa