SEARCH RESULTS
Showing search results for "daar-o-rasan"
Nazm MATCHES FOR "daar-o-rasan"
Nazm
dar-o-rasan
ba-ra.ng-e-tiir-e-shahaab aag me.n jale laakho.n
sipurd daar-o-rasan ho ga.e gale laakho.n
Mohammad Ali Tishna
Nazm
muhasara
sabhii duriida-dahan ab badan-dariida hu.e
supurd-e-daar-o-rasan saare sar-kashiida hu.e
Ahmad Faraz
Nazm
mahaul ki parchhaiyan
kab talak ye musiibat ye ranj-o-mehan
kab talak tauq-o-zanjiir-o-daar-o-rasan
Saghar Mehdi
Nazm
aao ki koi KHwab bunen
tahziib-e-zindagii ke faroG-e-vatan ke KHvaab
zindaa.n ke KHvaab kuucha-e-daar-o-rasan ke KHvaab
Sahir Ludhianvi
Nazm
KHud-faroshi
ab maslahat-andesh hu.e ahl-e-junuu.n bhii
shoriidgii-e-daar-o-rasan bech rahe hai.n
Payam Fatehpuri
Nazm
KHun ke phul
vafaa baGair lahuu surKH-ruu nahii.n hotii
ye raah manzil-e-daar-o-rasan se miltii hai
Qaisarul Jafri
Nazm
lab-e-goya
vo jo aaqaa.o.n ke dastuur ko Thukraa ke ba.Dhe.n
vaadii-e-daar-o-rasan un se ko.ii duur nahii.n
Ahmad Rahi
Nazm
watan-ashob
aah KHirad kidhar ga.ii aah junuu.n ne kyaa kiyaa
aah shabaab-e-KHuugar-daar-o-rasan ko kyaa hu.aa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
dal badli
gholte rahte the vo hazraat jaam-e-sher me.n
naGma-e-bulbul ke badle shorish-e-daar-o-rasan
Raza Naqvi Vahi
Nazm
hawa ruki hai to raqs-e-sharar bhi KHatm hua
sataa rahaa hai bahut ab KHayaal-e-ham-safarii
saliib-o-daar-o-rasan se guzar rahii hai Gazal
Tariq Qamar
Nazm
fasil-e-shab
ahl-e-dil ko sar-e-manzil bhii qaraar aa na sakaa
phir vahii rahguzar-e-daar-o-rasan aa.ii hai
Qaisarul Jafri
Nazm
aaj-kal
harf-e-haq dil se zabaa.n tak laa rahaa huu.n aaj-kal
qissa-e-daar-o-rasan dohraa rahaa huu.n aaj-kal