SEARCH RESULTS
Showing search results for "daar-o-rasan"
Ghazal MATCHES FOR "daar-o-rasan"
Ghazal
mai.n raah-e-daar-o-rasan se guzar gayaa kaise
qubuul maslak-e-mansuur kar gayaa kaise
Firdaus Gayavi
Ghazal
bazm-e-KHuubaa.n se uThe daar-o-rasan tak pahu.nche
aap hii aap mire paa.nv gagan tak pahu.nche
Nirmal Nadeem
Ghazal
daar-o-rasan ne kis ko chunaa dekhte chale.n
ye kaun sar-buland hu.aa dekhte chale.n
Hafeez Merathi
Ghazal
aatii nahii.n hai manzil-e-daar-o-rasan abhii
phir bhii chalaa huu.n baa.ndh ke sar se kafan abhii
Musavvir Karanjavi
Ghazal
ye daar-o-rasan zeb-e-guluu kaun karegaa
jaan-o-jigar-o-dil ko lahuu kaun karegaa
Syed Amin Ashraf
Ghazal
Nazar Barni
Ghazal
cha.Dh ke daar-o-rasan par ye kyaa de gayaa
ek diivaana dars-e-vafaa de gayaa
Abdullateef Shauq
Ghazal
hai.n agar daar-o-rasan sub.h-e-munavvar ke evaz
phir to KHurshed hii ubhregaa mire sar ke evaz
Karrar Noori
Ghazal
jo bhii haq par ho vahii daar-o-rasan tak pahu.nche
aadmii aaj kaa yuu.n rasm-e-kohan tak pahu.nche
Tahira Jabeen
Ghazal
ham ko to rabt-e-KHaas hai daar-o-rasan ke saath
jiine kii aarzuu hai magar baa.nkpan ke saath
Shamsii Meenai
Ghazal
junuun-e-shauq kii daar-o-rasan kii baat chalii
hamaare baa'd hamaare chalan kii baat chalii
Murtaza Ali Shad
Ghazal
kahii.n na phir ko.ii daar-o-rasan se saaz kare
KHudaa kisii ko na aab aashnaa-e-raaz kare
Vahshi Kanpuri
Ghazal
rivaayaat-e-daar-o-rasan chho.D aa.e
ham ik ishq kaa baa.nkpan chho.D aa.e
Maya Khanna Raje Barelvi
Ghazal
suune-suune daar-o-rasan batlaate hai.n
sach kahne se log bahut katraate hai.n
Nusrat Siddiqui
Ghazal
shariik-e-mahfil-e-daar-o-rasan kuchh aur bhii hai.n
sitamgaro abhii ahl-e-kafan kuchh aur bhii hai.n
Moin Ahsan Jazbi
Ghazal
daar-o-rasan pe har ko.ii mansuur to nahii.n
jhulse hu.e pahaa.D sabhii tuur to nahii.n
Chandrashekhar Pandey Shams
Ghazal
Nirmal Nadeem
Ghazal
apne mansuuro.n ko is daur ne puuchhaa bhii nahii.n
pa.D gayaa raKHna saf-e-daar-o-rasan me.n aisaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
zamaana qissa-e-daar-o-rasan ko bhuul na jaa.e
kisii ke halqa-e-gesuu me.n vo kashish hii nahii.n