SEARCH RESULTS
Showing search results for "damaame"
Nazm MATCHES FOR "damaame"
Nazm
jawab-e-shikwa
dasht me.n daaman-e-kohsaar me.n maidaan me.n hai
bahr me.n mauj kii aaGosh me.n tuufaan me.n hai
Allama Iqbal
Nazm
dastur
mai.n bhii mansuur huu.n kah do aGyaar se
kyuu.n Daraate ho zindaa.n kii diivaar se
Habib Jalib
Nazm
jawed ke nam
dayaar-e-ishq me.n apnaa maqaam paidaa kar
nayaa zamaana na.e sub.h o shaam paidaa kar
Allama Iqbal
Nazm
etiraf
apnii aa.nkho.n me.n liye daavat-e-KHvaab aatii thii
sa.ng ko gauhar-e-naayaab-o-giraa.n jaanaa thaa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
dosti ka hath
faqat tumhii.n ko nahii.n ra.nj-e-chaak-daamaanii
ki sach kahe.n to dariida-libaas ham bhii hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
parchhaiyan
kaho ki aaj bhii ham sab agar KHamosh rahe
to is damakte hu.e KHaak-daa.n kii KHair nahii.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
ye pichhle ishq ki baaten hain
ye pichhle ishq kii baate.n hai.n
jab aa.nkh me.n KHvaab damakte the
Mohsin Naqvi
Nazm
mauzu-e-suKHan
in damakte hu.e shahro.n kii faraavaa.n maKHluuq
kyuu.n faqat marne kii hasrat me.n jiyaa kartii hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
naya shiwala
duniyaa ke tiiratho.n se uu.nchaa ho apnaa tiirath
daamaan-e-aasmaa.n se is kaa kalas milaa de.n
Allama Iqbal
Nazm
zindan ki ek sham
daaman-e-aasmaa.n pe naqsh-o-nigaar
shaana-e-baam par damaktaa hai