SEARCH RESULTS
Showing search results for "dare"
Nazm MATCHES FOR "dare"
Nazm
shikwa
hai bajaa sheva-e-tasliim me.n mash.huur hai.n ham
qissa-e-dard sunaate hai.n ki majbuur hai.n ham
Allama Iqbal
Nazm
tariq ki dua
vo soz us ne paayaa unhii.n ke jigar me.n
kushaad-e-dar-e-dil samajhte hai.n us ko
Allama Iqbal
Nazm
KHizr-e-rah
phuu.nk Daale ye zamiin-o-aasmaan-e-musta'aar
aur KHaakistar se aap apnaa jahaa.n paidaa kare
Allama Iqbal
Nazm
tin aawazen
sarv-qad miTTii ke bauno.n ke qadam chuume.nge
farsh par aaj dar-e-sidq-o-safaa band hu.aa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
apni malka-e-suKHan se
ai jaan-e-dard-mandii o iimaan-e-aarzuu
ai sham-e-tuur o yuusuf-e-kan.aan-e-aarzuu
Josh Malihabadi
Nazm
chala aa raha hun samundaron ke visal se
hai abhii inhii kii taraf miraa dar-e-dil khulaa
ki nasiim-e-KHandaa ko rah mile
Noon Meem Rashid
Nazm
pand-nama
ai parastaar-e-mah-ruKHaan-e-jahaa.n
ai kamaa.n-daar-e-shaa.iraan-e-javaa.n
Josh Malihabadi
Nazm
shisha ka aadmi
Dare Dare se zaraa baal pa.D na jaa.e kahii.n
liye diye yuu.nhii bistar me.n jaa ke leT ga.e
Akhtarul Iman
Nazm
shaeri pura mard aur puri aurat mangti hai
tum to apnii biiviyo.n se bhii
Dare Dare
Hasan Abbas Raza
Nazm
yaum-e-azadi
nazar-navaaz hai ra.ng-e-bahaar-e-aazaadii
har ek zarra hai aa.iina-daar-e-aazaadii
Siraj Lakhnavi
Nazm
dar-e-umid ke daryuza-gar
ham ki hai.n kab se dar-e-ummiid ke daryuuza-gar
ye gha.Dii guzrii to phir dast-e-talab phailaa.e.nge