SEARCH RESULTS
Showing search results for "darkaar"
Nazm MATCHES FOR "darkaar"
Nazm
bhaarat ke musalman
qazzaaq-e-fanaa ko to hai darkaar bahaana
taaraaj na ho 'qaasim-o-'sayyad' kaa KHazaana
Jagan Nath Azad
Nazm
ek alamat
khaad me.n mahz ta.affun hii nahii.n KHez bhii hai
zauq darkaar hai qatre ko guhar karne me.n
Mustafa Zaidi
Nazm
sher bechaara
roz make-up kaa chaahiye saamaa.n
aur darkaar hai.n libaas bahut
Ahmad Hatib Siddiqi
Nazm
but-saz
najm laayaa huu.n ki tartiib ho silk-dandaa.n
mah-e-yak-ruu bhii to darkaar hai abruu ke liye
Akhtar Usman
Nazm
firqa-parasti ka challenge
darkaar hu.aa jab bhii mujhe KHuun ziyaada
mai.n aa ga.ii o.Dhe hu.e maz.hab kaa libaada
Nazeer Banarasi
Nazm
bachchon ki sarkar
qaumii daulat ke KHazaane ho.n bhare
KHud hii le le jis ko jo darkaar ho
Sahir Ludhianvi
Nazm
talwar aur qalam
hukmraanii ko qalam darkaar hai
amn kii zaamin magar talvaar hai
Faiz Ludhianvi
Nazm
aaTa
to.nd par hai haath aur faaqo.n se haalat zaar hai
in ko ii.ndhan is jahannam ke liye darkaar hai
Shaukat Thanvi
Nazm
shakespeare
is ko hai ek faqat dekhne vaalaa darkaar
tuur se kam to nahii.n jalva-e-jaanaana-e-dil
Jagan Nath Azad
Nazm
yaum-e-yaadgar-e-sir-sayyad dar-dakan
'sayyad' ne nisbato.n ke da.ave to sach hai.n lekin
ik pahluu-e-amal bhii darkaar hai suKHan me.n
Fani Badayuni
Nazm
mushaera
vo aa gayaa hai uThaa kar hazaar dushvaarii
chale jilau me.n use le ke us ke darbaarii