SEARCH RESULTS
Showing search results for "dhoheb"
Nazm MATCHES FOR "dhoheb"
Nazm
ek bar kaho tum meri ho
ham kab tak piit ke dhoke me.n
tum kab tak duur jharoke me.n
Ibn e Insha
Nazm
sab maya hai
jo log abhii tak naam vafaa kaa lete hai.n
vo jaan ke dhoke khaate, dhoke dete hai.n
Ibn e Insha
Nazm
koi aashiq kisi mahbuba se!
gard-e-ayyaam kii tahriir ko dhone ke liye
tum se goyaa ho.n dam-e-diid jo merii palke.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
dusra ban-bas
paa.nv sarjuu me.n abhii raam ne dho.e bhii na the
ki nazar aa.e vahaa.n KHuun ke gahre dhabbe
Kaifi Azmi
Nazm
ai mere watan ke KHush-nawao
phir baa.ndhe.nge abru.o.n ke dohe
phir mad.h-e-ruKH-o-dahan kahe.nge
Ahmad Faraz
Nazm
libas
istrii karne se jaatii nahii.n shikne.n us kii
aur dhone se gile-shikvo.n ke chikte nahii.n miTte!
Gulzar
Nazm
munajat-e-bewa
qaum me.n vo KHushiyaa.n biyaaho.n kii
shahr me.n vo dho.e.n saaho.n kii
Altaf Hussain Hali
Nazm
girls college ki lari
kisii kii nazar me.n mohabbat ke dohe
sakhii rii ye jiivan piyaa bin na sohe
Jan Nisar Akhtar
Nazm
dorahe
yaa hamesha dard ke sho.alo.n me.n jalnaa hai tumhe.n
kab talak KHvaabo.n se dhoke khaa.ogii
Kafeel Aazar Amrohvi
Nazm
barish hogi
rote-dhote Te.n Te.n karte ghar aa.oge
uupar se phir ka.Dve tel kii maalish hogii
Gulzar
Nazm
imtihan
kyaa tavaqqo un se rakkhe.n fail jo hote rahe
naql kar ke daaG ko daaman se jo dhote rahe