SEARCH RESULTS
Showing search results for "doraa"
Nazm MATCHES FOR "doraa"
Nazm
qissa gul-baadshah ka
mere bhaa.ii kaa dast-e-mashaqqat
jis me.n minnat kaa Doraa ba.ndhaa thaa
Zehra Nigaah
Nazm
husn-e-bimar
jaise kohre me.n ko.ii taabinda manzar duur kaa
jaise pichhlii raat ke siine pe Doraa nuur kaa
Josh Malihabadi
Nazm
sar-e-rah
merii aa.nkho.n ne us KHuun-e-taaza kaa nauha pa.Dhaa
merii saa.nso.n kaa Doraa ulajhne lagaa
Sahar Ansari
Nazm
shikwa
chaak is bulbul-e-tanhaa kii navaa se dil ho.n
jaagne vaale isii baa.ng-e-daraa se dil ho.n
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
qaafila ho na sakegaa kabhii viiraa.n teraa
Gair yak-baa.ng-e-daraa kuchh nahii.n saamaa.n teraa
Allama Iqbal
Nazm
ek aarzu
is KHaamushii me.n jaa.e.n itne buland naale
taaro.n ke qaafile ko merii sadaa diraa ho
Allama Iqbal
Nazm
muhasara
miraa qalam nahii.n miizaan aise aadil kii
jo apne chehre pe dohraa naqaab rakhtaa hai
Ahmad Faraz
Nazm
is waqt to yun lagta hai
aa.nkho.n ke dariicho.n pe kisii husn kii chilman
aur dil kii panaaho.n me.n kisii dard kaa Deraa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
tarana-e-milli
'iqbaal' kaa taraana baa.ng-e-daraa hai goyaa
hotaa hai jaada-paimaa phir kaarvaa.n hamaaraa
Allama Iqbal
Nazm
patthar
jis me.n sadiyo.n ke tahayyur ke pa.De ho.n Dore
kyaa tujhe ruuh ke patthar kii zaruurat hogii