SEARCH RESULTS
Showing search results for "dozaKH"
Nazm MATCHES FOR "dozaKH"
Nazm
nau-jawan se
tire jilau me.n na.ii jannate.n na.e dozaKH
na.ii jazaa.e.n anokhe azaab paidaa kar
Asrarul Haq Majaz
Nazm
ai mere watan ke KHush-nawao
har hijr kaa din thaa hashr kaa din
dozaKH the firaaq ke alaa.o
Ahmad Faraz
Nazm
karl marx
kitne dozaKH us ke ik manshuur se jannat bane
kitne sahraa.o.n ko jis ne kar diyaa shahr-e-gulaab
Wamiq Jaunpuri
Nazm
husn aur mazduri
ai KHudaa hindostaa.n par ye nahuusat taa-kujaa?
aaKHir is jannat pe dozaKH kii hukuumat taa-kujaa?
Josh Malihabadi
Nazm
aaj ki raat
mai.n sharaab-e-suruur se sarmast
fikr-e-dozaKH na zikr-e-jannat hai
Hafeez Hoshiarpuri
Nazm
raqqasa-e-hayat se
ho kar jumuud-e-gulshan-e-jannat se be-niyaaz
dozaKH ke be-panaah sharaaro.n pe raqs kar
Shakeel Badayuni
Nazm
hum
ki aadmii aadmii kaa dozaKH banaa hu.aa hai
ajab tazaadaat kaa muraqqa.a hai aadmii bhii
Zia Jalandhari
Nazm
aahang-e-nau
duur insaan ke sar se ye musiibat kar do
aag dozaKH kii bujhaa do ise jannat kar do
Asrarul Haq Majaz
Nazm
karachi ka mawasalati mushaira
kahne lage buraa.ii ko dozaKH me.n jho.nk de
maik se duur hai to receiver me.n bhuu.nk de
Khalid Irfan
Nazm
aadmi
dozaKH se va.az kah ke bachaataa hai aadmii
par KHud kabhii kabhii vahii.n jaataa hai aadmii