SEARCH RESULTS
Showing search results for "durra-e-mauj"
Nazm MATCHES FOR "durra-e-mauj"
Nazm
hindi hindustani
vaaqa.ii itr-bez hai KHushbuu
ishrat-e-mauj-KHez hai KHushbuu
Chandar Bhan Kaifi Dehelvi
Nazm
ai hijr-zada shab
juz KHud-sarii-e-mauj-e-havaa kaun yahaa.n hai
hamdard miraa tere sivaa kaun yahaa.n hai
Amjad Islam Amjad
Nazm
shikwa
tuu jo chaahe to uThe siina-e-sahraa se habaab
rah-rav-e-dasht ho sailii-zada-e-mauj-e-saraab
Allama Iqbal
Nazm
tarana-e-milli
ai mauj-e-dajla tuu bhii pahchaantii hai ham ko
ab tak hai teraa dariyaa afsaana-KHvaa.n hamaaraa
Allama Iqbal
Nazm
ai dil-e-be-KHabar
kaun jaane kahaa.n manzil-e-mauj hai!
kis jaziire pe hai shaah-zaadii kaa ghar ai mire chaara-gar
Amjad Islam Amjad
Nazm
waqt ki sadiyan
na jaane kitnii sadiyo.n se zamaana
misaal-e-mauj bahtaa aa rahaa hai
Daud Ghazi
Nazm
saqi
KHat-e-paimaana arq-e-mauj-e-sahbaa hotaa jaataa hai
ijaazat ho ki ab aage KHudaa kaa naam hai saaqii
Shameem Farooq Banspari
Nazm
basant ki aamad
jumbish-e-mauj-e-nasiim-e-sub.h kaa e.ajaaz dekh
taa.ir-e-be-baal-o-par kii hasrat-e-parvaaz dekh