SEARCH RESULTS
Showing search results for "edition"
Nazm MATCHES FOR "edition"
Nazm
tanKHwah ki tariKH
jin ke kuchh na.e edition aa.e hai.n
miir-o-Gaalib ke she'ro.n kii kuchh sharhe.n
Farooq Noor
Nazm
nasirddin shah ke liye
jaa.e.n vo pa.nkhe kii havaa se
siyaahii rah jaatii hai siine me.n adiibo.n ke likhe jumlo.n kii
Gulzar
Nazm
parwin-shakir
jab KHuu.n kaa kafan pahan liyaa to
u.Dtii.n saliibe.n nauha-KHvaa.n thii.n
Ali Sardar Jafri
Nazm
urmila
fasaana-dar-fasaana baat ko.ii munjamid hai
emotion qaid hai.n laakho.n tarah ke
Tripurari
Nazm
urdu
mujhe KHatra hai shaa.ir aur daanish-var adiibo.n se
mujhe naqqaad se KHatra muhaqqiq se mujhe KHatra
Shams Ramzi
Nazm
ai gham-e-dil kya karun
kyuu.n na editor banuu.n aKHbaar-e-gauhar-baar kaa
aur qalam ko ruup duu.n chaltii hu.ii talvaar kaa
Syed Mohammad Jafri
Nazm
urdu zaban
ye hai tahziib kii devii ye adiibo.n kii zabaa.n
be-adab kaise bhalaa jaane.nge shaan-e-urdu
Javed Rasheed Amir
Nazm
pachasi sal niche gir gae
chhaa.nv haath rakkhe chal rahii hai
chiiKHtii e.Diyo.n par ka.Dka.Daatii haDDiyaa.n gaa.De hu.e
Waheed Ahmad
Nazm
banjar zamin ka KHwab
ye kaisii be-niyaazii hai
ki jaltii e.Diyo.n kii siskiyaa.n san kar bhii baadal chup rahaa hai
Naz Butt
Nazm
intellectual
mai.n ne kahaa ki chand adiibo.n kaa naam le.n
apnii Dagar banaa ke jo chalte hai.n aaj-kal
Raza Naqvi Vahi
Nazm
ightisab (rape)
ye aadat hamaarii bhii kabhii nahii.n thii
mirii aadato.n me.n ye sab nahii.n the