SEARCH RESULTS
Showing search results for "ehtimaam"
Nazm MATCHES FOR "ehtimaam"
Nazm
KHatun-e-mashriq
husn ho jaa.egaa jab auro.n kaa vaqf-e-KHaas-o-aam
diidanii hogaa tire KHalvat-kade kaa ehtimaam
Josh Malihabadi
Nazm
aurat
jaanaa gayaa na mujh ko kabhii mere naam se
rishto.n me.n mujh ko baa.ndhaa gayaa ehtimaam se
Meena Naqvi
Nazm
tarah-e-nau
faaqa-kasho.n ke KHuun me.n hai josh-e-intiqaam
sarmaaya ke fareb jahaa.n-parvarii kii KHair
Sahir Ludhianvi
Nazm
achchhi baaten
baa-adab baa-nasiib hotaa hai
tum buzurgo.n kaa ehtiraam karo
Mohammad Sharfuddin Sahil
Nazm
shauhar ki fariyaad
mere zimme ghar kii zebaa.ish kaa saaraa ehtimaam
hai mirii tahviil me.n tere kitchen tak kaa nizaam
Asad Jafri
Nazm
meri holi
ehtimaam-e-zindagii jis me.n ba-taur-e-KHaas ho
aasmaa.n jis kaa mohabbat ho zamii.n iKHlaas ho
Seemab Akbarabadi
Nazm
mushaera
pa.Dhaa mushaa.era shaa.er ne ehtimaam ke saath
Gazal sunaa.ii tarannum kii dhuum-dhaam ke saath
Syed Mohammad Jafri
Nazm
diwali
ho rahe hai.n raat ke diyo.n ke har suu ehtimaam
sub.h se jalva-numaa hai aaj diivaalii kii shaam
Shaad Aarfi
Nazm
ekta ki aawaz
vo azm ho ki jise zindagii salaam kare
qadam qadam pe sukuu.n jashn-e-ehtimaam kare
Bekal Utsahi
Nazm
yaad
jaraahato.n ne kiyaa ehtimaam-e-laala-o-gul
bahaar-e-rafta ko sarv-o-saman kii yaad aa.ii
Muneebur Rahman
Nazm
payam-e-azadi
na ho sakegaa kabhii mohtaram jahaa.n me.n tuu
jo tere dil me.n nahii.n ehtiraam-e-aazaadii
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
doctor ram babu saksena
muKHtalif mumtaaz ohdo.n se hu.aa jo sarfaraaz
daur-e-KHidmat bhii guzaaraa jis ne baa-sad-ehtishaam
Prem Lal Shifa Dehlvi
Nazm
nasri nazm ki manzum katha
ehtimaam-e-zauq-tar jaataa rahaa
chashma-e-vahm-o-gumaa.n
Salman Sarwat
Nazm
abr-o-baad
liyaa hai kitne bahishto.n se intiqaam na puuchh
gulo.n ke daam KHariide hai.n kitne barq-o-sharaar