SEARCH RESULTS
Showing search results for "faanii"
Nazm MATCHES FOR "faanii"
Nazm
urdu
'faanii' ne sajaa.e mirii palko.n pe sitaare
'akbar' ne rachaa.ii mirii be-ra.ng hathelii
Iqbal Ashhar
Nazm
masjid-e-qurtuba
aani-o-faanii tamaam mojaza-haa-e-hunar
kaar-e-jahaa.n be-sabaat kaar-e-jahaa.n be-sabaat
Allama Iqbal
Nazm
hinDola
yahii.n kii madh-bharii barsaat me.n nahaa.e hai.n
lipaT ke kiicha.D o paanii se bachpane un ke
Firaq Gorakhpuri
Nazm
aazadi
mujhe baqaa kii zaruurat nahii.n ki faanii huu.n
mirii fanaa se hai paidaa davaam-e-aazaadii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
masjid
tez naddii kii har ik mauj talaatum-bar-dosh
chiiKH uThtii hai vahii.n duur se faanii faanii
Akhtarul Iman
Nazm
payam-e-amal
ye duniyaa aaKHir faanii hai
aur jaan bhii ik din jaanii hai
Mohammad Farooq Deewana
Nazm
izhaar aur rasai
isii ik zarra-e-laa-faanii se
KHisht-e-be-maaya ko miltaa hai davaam
Noon Meem Rashid
Nazm
main jinsi khel ko sirf ek tan-asani samajhta hun
kabhii faanii tamannaa.o.n kii jhiilo.n me.n yuu.nhii khoyaa saa phirtaa huu.n
Meeraji
Nazm
sawan ke mahine
kyaa lamha-e-faanii thaa ki mu.D kar bhii na dekhaa
dii kitnii hii aavaaz hayaat-e-abadii ne
Josh Malihabadi
Nazm
hashr ki subh daraKHshan ho maqam-e-mahmud
saika.Do.n saal kii tabliiG ke chaaliis samar
kashtii ban jaa.e to tannuur se paanii uble
Adil Mansuri
Nazm
maulana mohammad ali jauhar
mohammad aur alii kaa hai faiz-e-ruuhaanii
ki un kaa naam jahaa.n me.n rahegaa laa-faanii
Syeda Farhat
Nazm
gautam-budh
aish-o-ishrat ke maze be-kaar se saabit hu.e
naqsh-e-aalam me.n numaayaa.n ra.ng-e-faanii dekh kar