SEARCH RESULTS
Showing search results for "farog-e-ranj-o-mehnat"
Nazm MATCHES FOR "farog-e-ranj-o-mehnat"
Nazm
imtihan
hujuum-e-ra.nj-o-alam
ka.ii paikaro.n me.n Dhal kar chahaar jaanib pe chhaa rahaa hai
Yaqoob Tasawwur
Nazm
wo kaenat wo aalam
tire taraashe hu.e but dayaar-e-hastii me.n
asiir-e-ranj-o-gadaa.ii-nasiib hai.n ab tak
Abid Almi
Nazm
tere siwa
sochtaa huu.n ki tire pyaar ke badle mujh ko
kyaa milaa dard-o-Gam-o-ranj-o-musiibat ke sivaa
Shahid Akhtar
Nazm
nida-e-wahshat
bulaa.uu.n kis ko
nuzuul-e-ranj-o-alam kii aisii qazaa.e.n daaman ko khii.nchtii hai.n
Mahrukh Ali Mahi
Nazm
kyunkar
balaa se ko.ii ishq me.n KHaar bhii ho
Gam-o-ranj-e-paiham se naa-chaar bhii ho
Vafa Barahi
Nazm
zalzala
ek muKHtaar ho, aura.ng-e-jahaa.nbaanii kaa
ik muraqqa.a ho Gam-o-ra.nj-o-pareshaanii kaa
Shakeel Badayuni
Nazm
hilal-e-id
ai hilaal-e-iid tuu hai baa.is-e-ranj-o-alam
ho gayaa hai taaza tere dekhne se dil kaa Gam
Saqib Kanpuri
Nazm
mohabbat
mohabbat daa'vat-e-ranj-o-alam bhii
mohabbat hai naved-e-fikr-o-Gam bhii
Abul Fitrat Meer Zaidi
Nazm
mohabbat
apne farsuuda mohabbat ke KHayaalaat badal
hijr o Gam ra.nj-o-alam vasl o firaaq
Nadeem Gullani
Nazm
tira-nasib
ranj-e-tannuur-e-shikam
KHvaahish-o-KHvaab me.n malfuuf rasaa.ii kaa Gubaar
Kamran Nafees
Nazm
KHwab
hisaar-e-ra.nj me.n rahte hu.e tujhe chaahuu.n
Gubaar-e-raah-e-yaqii.n me.n sadaa tujhe dekhuu.n