SEARCH RESULTS
Showing search results for "fart-e-gam-o-alam"
Nazm MATCHES FOR "fart-e-gam-o-alam"
Nazm
intizar-e-subh-e-daraKHshan
saath chaltii hai to kaa.nTo.n se guzarnaa hogaa
kaasa-e-dil Gam-o-aalaam se bharnaa hogaa
Sadiq Naqvi
Nazm
saneha
dard-o-Gam-e-hayaat kaa darmaa.n chalaa gayaa
vo KHizr-e-asr-o-iisa-e-dauraa.n chalaa gayaa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
kulliyat-e-gham-e-jahan
kuchh hame.n bhii shu'uur aayaa hai
kulliyaat-e-Gam-e-jahaa.n pa.Dh kar
Mumtaz Iqbal
Nazm
ahl-e-junun
baarish-e-sang-e-alam apnaa muqaddar Thahrii
raahat-e-dard milii lutf-o-karam ke badle
Noor -e-Shama Noor
Nazm
qaid-o-hayat-o-band-e-gham
mai.n huu.n meraa sukuut-e-paiham hai
ajnabii din hai.n ajnabii raate.n
Anjum Azmi
Nazm
ishrat-e-tanhai
aa.nkh majbuur nahii.n hai mirii biinaa.ii se
mahram-e-dard-o-Gam-e-aalam-e-insaa.n huu.n mai.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
ai gham-e-dil kya karun
''ai Gam-e-dil kyaa karuu.n ai vahshat-e-dil kyaa karuu.n''
Syed Mohammad Jafri
Nazm
dagh
fasaana-e-Gam-e-dil ab nahii.n sune jaate
shab-e-firaaq me.n taare nahii.n gine jaate
Rabia Sultana Nashad
Nazm
tisri sham
ai shariik-e-Gam-o-aalaam kahii.n duur chale.n
chal yahaa.n se dil-e-naakaam kahii.n duur chale.n
Kamil Chandpuri
Nazm
tajassus
kaa.enaat-e-ziist par afsurdagii sii chhaa ga.ii
fart-e-Gam se dil miraa viiraaniyo.n me.n kho gayaa
Siddique Kaleem
Nazm
o aasman wale
paamaal-e-faqr-o-zillat hai.n izz-o-shaan vaale
said-e-Gam-o-alam hai.n tiir-o-kamaan vaale
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
phir sham hui
dosto.n ne bhii chho.Dii hai.n dil-daariyaa.n
aaj vaqf-e-Gam-e-ulfat-e-raa.egaa.n