SEARCH RESULTS
Showing search results for "farzaane"
Nazm MATCHES FOR "farzaane"
Nazm
europe ki pahli jhalak
is jagah idraak se begaana ko.ii bhii nahii.n
sab hai.n farzaane yahaa.n diivaana ko.ii bhii nahii.n
Jagan Nath Azad
Nazm
diwana
chand farzaane us bazm me.n vaaris-e-bazm the
anjuman me.n tirii sochtaa rah gayaa
Salahuddin Nayyar
Nazm
shikwa
apne parvaano.n ko phir zauq-e-KHud-afrozii de
barq-e-deriina ko farmaan-e-jigar-sozii de
Allama Iqbal
Nazm
bachche ki dua
zindagii ho mirii parvaane kii suurat yaa-rab
ilm kii sham.a se ho mujh ko mohabbat yaa-rab
Allama Iqbal
Nazm
tulu-e-islam
kashiid abr-e-bahaarii KHema andar vaadii o sahraa
sadaa-e-aabshaaraa.n az faraaz-e-koh-saar aamad
Allama Iqbal
Nazm
saqi-nama
ye aalam ye ha.ngaama-e-ra.ng-o-saut
ye aalam ki hai zer-e-farmaan-e-maut
Allama Iqbal
Nazm
farman-e-KHuda
uTTho mirii duniyaa ke Gariibo.n ko jagaa do
kaaKH-e-umraa ke dar o diivaar hilaa do
Allama Iqbal
Nazm
koi aashiq kisi mahbuba se!
umr-e-rafta ke kisii taaq pe bisraa hu.aa dard
phir se chaahe ki farozaa.n ho to ho jaane do
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
KHizr-e-rah
le ga.e tasliis ke farzand miiraas-e-KHaliil
KHisht-e-buniyaad-e-kaliisaa ban ga.ii KHaak-e-hijaaz
Allama Iqbal
Nazm
lenin
vo qaum ki faizaan-e-samaavii se ho mahruum
had us ke kamaalaat kii hai barq o buKHaaraat
Allama Iqbal
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
misl-e-aivaan-e-sahar marqad farozaa.n ho tiraa
nuur se maamuur ye KHaakii shabistaa.n ho tiraa
Allama Iqbal
Nazm
o des se aane wale bata
vo aafat-e-dauraa.n kaisii hai
ham dono.n the jis ke parvaane
Akhtar Shirani
Nazm
nazrana
ek hii raat sahii garmii-e-ha.ngaama-e-ishq
ek hii raat me.n jal marte hai.n parvaane bahut