SEARCH RESULTS
Showing search results for "ga.D.h"
Nazm MATCHES FOR "ga.D.h"
Nazm
talaba-e-ali-gaDh collage ke nam
auro.n kaa hai payaam aur meraa payaam aur hai
ishq ke dard-ma.nd kaa tarz-e-kalaam aur hai
Allama Iqbal
Nazm
dilli se wapsi
yaad aa.e.nge mujhe tere zamiin-o-aasmaa.n
rah chuke hai.n merii jaulaa.n-gaah tere bostaa.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
fana
jo KHaak se banaa hai vo aaKHir ko KHaak hai
ga.D.h coat top rahakla teG o kamaan-o-tiir
Nazeer Akbarabadi
Nazm
urus-ul-bilad
siyaasato.n ke mazaahir, KHuluus bahr-e-KHuluus
ye rat-jago.n kii jagah, naav-nosh kaa ga.D.h hai
Akhtarul Iman
Nazm
afsar
jaavedaa.n hone ko ye sho.ala-e-dil uThtaa hai
aaj to KHuld-e-alii-ga.Dh bhii hai badnaam bahut
Ghayas Mateen
Nazm
zindagi se Darte ho
''an-kahii'' se Darte ho
jo abhii nahii.n aa.ii us gha.Dii se Darte ho
Noon Meem Rashid
Nazm
subh-e-azadi (August-47)
abhii giraanii-e-shab me.n kamii nahii.n aa.ii
najaat-e-diida-o-dil kii gha.Dii nahii.n aa.ii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
chand roz aur meri jaan
har gha.Dii dard ke paivand lage jaate hai.n
lekin ab zulm kii mii.aad ke din tho.De hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
muhasara
bas ik musaahib-e-darbaar ke ishaare par
gadaa-garaan-e-suKHan ke hujuum saamne hai.n