SEARCH RESULTS
Showing search results for "gazal"
Nazm MATCHES FOR "gazal"
Nazm
iqbaal
aayaa hamaare des me.n ik KHush-navaa faqiir
aayaa aur apnii dhun me.n Gazal-KHvaa.n guzar gayaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
hum jo tarik rahon mein mare gae
lab pe harf-e-Gazal dil me.n qindiil-e-Gam
apnaa Gam thaa gavaahii tire husn kii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
nazm kya hai
shaa.irii kii do sinfe.n hai.n nazm-o-Gazal
urdu me.n in kii shohrat hai bachcho aTal
Hafiz Karnataki
Nazm
chand ki fariyaad
chaa.nd ne mujh se kahaa ai shaa.er-e-fikr-e-azal
mere baare me.n bhii likh de ko.ii sanjiida Gazal
Khalid Irfan
Nazm
KHuda ka sawal
ye jhiilo.n me.n ha.nste hu.e se ka.nval
ye dhartii pe mausam kii likkhii Gazal
Abrar Ahmad Kashif
Nazm
jawed ke nam
mai.n shaaKH-e-taak huu.n merii Gazal hai meraa samar
mire samar se mai-e-laala-faam paidaa kar
Allama Iqbal
Nazm
ai gham-e-dil kya karun
itnii guzrii hai giraa.n chiizo.n kii arzaanii mujhe
ho gayaa hai taaza saudaa-e-Gazal-KHvaanii mujhe
Syed Mohammad Jafri
Nazm
bahut KHub-surat ho tum
jo lamho.n hii lamho.n me.n duniyaa badal de
jo shaa.ir ko de jaa.e pahluu Gazal ke
Tahir Faraz
Nazm
sab maya hai
jis gorii par ham ek Gazal har shaam likhe.n
tum jaante ho ham kyuu.nkar us kaa naam likhe.n
Ibn-e-Insha
Nazm
is waqt ghazal ki baat na kar
ai dost vatan se ghaat na kar
is vaqt Gazal kii baat na kar
Nazeer Banarasi
Nazm
ye meri ghazlen ye meri nazmen
tirii mohabbat kaa dard ho jis Gazal me.n shaamil
kisii ko aisii Gazal na bhaa.e
Qateel Shifai
Nazm
KHwab nahin dekha hai
muskuraate hu.e chehre kii Gazal KHvaanii kaa
teraa ho jaane tire pyaar me.n kho jaane kaa
Waseem Barelvi
Nazm
tumhaare husn ke nam
chaman me.n sarv-o-sanobar sa.nvar ga.e hai.n tamaam
banii bisaat-e-Gazal jab Dubo liye dil ne
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
diwane ki jannat
apnii paa.el kii Gazal-KHvaanii pe jhallaatii hu.ii
narm shaano.n pe javaanii kaa nayaa baar liye
Waseem Barelvi
Nazm
ghazal kya hai
hai Gazal me.n zindagii se guftuguu
kahte hai.n urdu kii hai ye aabruu