SEARCH RESULTS
Showing search results for "ghabraahat"
Nazm MATCHES FOR "ghabraahat"
Nazm
bunda
mere kho jaane pe hotaa tiraa dil kitnaa maluul
tuu mujhe Dhuu.nDhtii kis shauq se ghabraahaT me.n
Majeed Amjad
Nazm
mera raj-kumar
jis se KHushii nahii.n mujhe ghabraahaT hu.ii
kaun hai meraa barso puraanaa savaal thaa
Ankita Garg
Nazm
mulk hai ya maqtal
ghar ho yaa baazaar kisii se nazar milaate hii
in dino.n hone lagtii hai ghabraahaT
Sudhanshu Firdaus
Nazm
rasta
vahaa.n shor ghabraahaT pasiina aur Gussa bharaa hu.aa hai
Gusse se bharii hu.ii bas
Sahar Ali
Nazm
pagDanDi
naagaah kisii taa.ir ke paro.n kii ghabraahaT
ham aa ga.e in maidaano.n me.n
Muneebur Rahman
Nazm
man ki mohabbat
ittifaaqan us ko ghabraahaT me.n ik Thokar lagii
gir pa.Daa behosh ho kar aashiq-e-saadiq vahii.n
Nabiul Hasan Shamim
Nazm
mujhe kahin aur jaane do
tumhe.n ghabraahaT hai
lekin mai.n sirf itnaa chaahtaa huu.n
Paigham Aafaqi
Nazm
shikast-e-tauba
be-kaifiyo.n ke kaif se ghabraa ke pii gayaa
tauba ko to.D-taa.D ke tharraa ke pii gayaa
Jigar Moradabadi
Nazm
nauha
ik baar to KHud maut bhii ghabraa ga.ii hogii
yuu.n maut ko siine se lagaataa nahii.n ko.ii
Kaifi Azmi
Nazm
izhaar
be-niyaazii se magar kaa.nptii aavaaz ke saath
tuu ne ghabraa ke miraa naam na puuchhaa hotaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
apni malka-e-suKHan se
partav se tere chehra-e-parvii.n-sarisht ke
ghabraa ke band kartii hai.n Gurfe bahisht ke