SEARCH RESULTS
Showing search results for "gor-e-Gariibaa.n"
Nazm MATCHES FOR "gor-e-Gariibaa.n"
Nazm
ahmad-faraaz marhum ki nazr
havaa-e-tund ke haatho.n se jabr kii miqraaz
charaaG-e-gor-e-Gariibaa.n kii lau katartii hai
Shadab Razi
Nazm
aaina TuT gaya
murda jismo.n kii mahak gor-e-Gariibaa.n kaa samaa.n
qarya qarya
Jameel Azimabadi
Nazm
kirya karm
KHushii Gam junuu.n hijr gor-e-Gariibaa.n
mohabbat ke itne janam dekhte hai.n
Zareef Jabalpuri
Nazm
nur-jahan ka mazar
ma.amuur hai yuu.n mahfil-e-jaanaa.n na kisii kii
aabaad rahe gor-e-Gariibaa.n na kisii kii
Tilok Chand Mahroom
Nazm
muraqqa-e-ibrat
ik hasii.n gor-e-Gariibaa.n pe hu.aa yuu.n goyaa
ye bhii kambaKHt kabhii hazrat-e-insaa.n ho.nge
Lala Anoop Chand Aaftab Panipati
Nazm
mere kamre mein utar aai KHamoshi phir se
mere kamre me.n utar aa.ii KHamoshii phir se
saaya-e-shaam-e-Gariibaa.n kii tarah
Mohsin Naqvi
Nazm
alaw
ki ahl-e-zarf-o-Gariibaan-e-shahr-e-ehsaasaat
taras rahe hai.n suKHan-haa-e-guftanii ke liye
Sahar Ansari
Nazm
haweli maut ki dahliz par
marhabaa shaam-e-Gariibaa.n
ab to chal kar duusre kuchh kaam kar Daale.n
Ain Tabish
Nazm
adl-e-jahangiri
Gairat-e-husn se begam ne tamancha maaraa
KHaak par Dher thaa ik kushta-e-be-gor-o-kafan
Shibli Nomani
Nazm
man ji
usii lamhe merii kul kaa.enaat luT ga.ii
vo shaam phir shaam-e-Gariibaa.n banii
Omainuz Zahra Sayyad
Nazm
billi
dayaar-e-Gariibaa.n se aayaa hu.aa ik udhe.D umr chuhaa
jo bas rizq kii buu ko pahchaantaa hai