SEARCH RESULTS
Showing search results for "gosha-e-uzlat"
Nazm MATCHES FOR "gosha-e-uzlat"
Nazm
dil-e-safi
jaa.e tanhaa ho makaa.n gosha-e-uzlat saa ho
jis taraf dekho nazar aa.e KHamoshii kaa samaa.n
Suraj Narayan Mehr
Nazm
tulsidas
Garq hone par thaa jab be.Daa hamaarii qaum kaa
gosha-e-uzlat me.n 'tulsii' naaKHudaa paidaa hu.aa
Jagat Mohan Lal Ravan
Nazm
murgh-e-marhum
ho mubaarak tum ko murGe gosha-e-murG-e-jinaa.n
mai.n tumhaarii yaad se qalb-e-hazii.n bahlaa.uu.ngaa
Asad Jafri
Nazm
aashob-e-agahi
ret aur naqsh-e-qadam mauj kaa rum
aa.nkh aur gosha-e-lab zulf kaa KHam
Amjad Islam Amjad
Nazm
pat-jhaD
mirii tasviir bachpan kii
abhii tak gosha-e-diivaar me.n hai vo bhii aavezaa.n
Obaidur Rahman Azmi
Nazm
phir wahi kunj-e-qafas
phir vahii gosha-e-zindaa.n hai vahii taariikii
phir vahii kohna salaasil vahii KHuunii.n jhankaar
Sahir Ludhianvi
Nazm
dhup ke sae
gosha-e-chashm se kaajal kii syaahii abhii aa.nsuu ban kar
bahte Gaaze me.n nahii.n jazb hu.ii
Altaf Gauhar
Nazm
pas-e-taqrib-e-mulaqat
be-niyaazaana taKHaatub me.n pareshaa.n saa tire
gosha-e-lab pe ko.ii harf shanaasaa.ii kaa
Abdul Ahad Saaz
Nazm
kali-das
diyaa hai shakespeare ko maqaam maGrib ne
hai gosha gosha-e-aalam me.n haq-guzaar tiraa
JaiKrishn Chaudhry Habeeb
Nazm
izhaar-e-gham
jaise gulshan me.n ho maamuur KHizaa.n kaa pahraa
gosha-e-lab pe saham kar yuu.n tabassum Thahraa