SEARCH RESULTS
Showing search results for "goshvaare"
Nazm MATCHES FOR "goshvaare"
Nazm
etiraf
apnii aa.nkho.n me.n liye daavat-e-KHvaab aatii thii
sa.ng ko gauhar-e-naayaab-o-giraa.n jaanaa thaa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
do ishq
garje hai.n bahut shaiKH sar-e-gosha-e-mimbar
ka.Dke hai.n bahut ahl-e-hakam bar-sar-e-darbaar
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
dard aaega dabe panw
halqa-e-zulf kahii.n gosha-e-ruKHsaar kahii.n
hijr kaa dasht kahii.n gulshan-e-diidaar kahii.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
KHizr-e-rah
gosha-e-dil me.n chhupaa.e ik jahaan-e-iztiraab
shab sukuut-afzaa havaa aasuuda dariyaa narm sair
Allama Iqbal
Nazm
nanak
qaum ne paiGaam-e-gautam kii zaraa parvaa na kii
qadr pahchaanii na apne gauhar-e-yak-daana kii
Allama Iqbal
Nazm
hinDola
hu.aa zamaana ki 'siddhaarth' ke the gahvaare
inhii nazaaro.n me.n bachpan kaTaa thaa 'vikram' kaa
Firaq Gorakhpuri
Nazm
watan
paalnaa jis ne hilaayaa vo havaa terii thii
jis ne gahvaare me.n chuumaa vo sabaa terii thii
Josh Malihabadi
Nazm
sham-e-ayaadat
abhii ghan-garaj sunaa.ii degii inqalaab kii
abhii to gosh-bar-sadaa hai bazm aaftaab kii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
bunda
miltaa is gosh kaa phir gosha-e-maanuus mujhe
kaan se tuu mujhe hargiz na utaaraa kartii
Majeed Amjad
Nazm
tanhai mein
yaa kahii.n gosha-e-ahraam ke sannaaTe me.n
jaa ke KHvaabiida faraa.iin se itnaa puuchhuu.n
Akhtarul Iman
Nazm
bhaarat ke musalman
hairat hai tuu ab hai usii duniyaa me.n savaalii
hai gosha-e-pastii me.n tirii himmat-e-aalii