SEARCH RESULTS
Showing search results for "hamhama"
Nazm MATCHES FOR "hamhama"
Nazm
pand-nama
khalbalii kaa.o.n kaa.o.n khaT-manDal
hau.nk ha.ngaama hamhama halchal
Josh Malihabadi
Nazm
suKHanwaran-e-ahd se KHitab
garmaa.egaa ye hamhama afsurda dilo.n ko
ba.Dh jaa.egii dariyaa-e-tabii.at kii ravaanii
Zafar Ali Khan
Nazm
samundar ki jaanib se aati hawa mein
shahr-e-dil-afroz kaa hamhama thaa
ye shahr aaj ashko.n me.n Duubaa hu.aa hai
Sameena Raja
Nazm
Darte Darte dam-e-sahar se
tab zamii.n ubhrii miTaa vaahima-e-tanhaa.ii
jaag uThaa hamhama anvaa-e-kashish kaa hama-giir
Shafiq Fatima Shera
Nazm
tazad
hamhama kaisaa hii baazaaro.n me.n ho
hai.n gharo.n me.n KHema-zan KHaamoshiyaa.n
Akhtar Bastavi
Nazm
jawab-e-shikwa
naam letaa hai agar ko.ii hamaaraa to Gariib
parda rakhtaa hai agar ko.ii tumhaaraa to Gariib
Allama Iqbal
Nazm
dastur
mai.n nahii.n maantaa mai.n nahii.n jaantaa
tum ne luuTaa hai sadiyo.n hamaaraa sukuu.n
Habib Jalib
Nazm
ek aarzu
pichhle pahr kii koyal vo sub.h kii mo.azzin
mai.n us kaa ham-navaa huu.n vo merii ham-navaa ho
Allama Iqbal
Nazm
mere hamdam mere dost!
gar mujhe is kaa yaqii.n ho mire hamdam mire dost
gar mujhe is kaa yaqii.n ho ki tire dil kii thakan
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
tarana-e-hindi
saare jahaa.n se achchhaa hindostaa.n hamaaraa
ham bulbule.n hai.n is kii ye gulsitaa.n hamaaraa